trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    Is baat men koi shaq naheen kay forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay forex ko apnay part time job kay tor par accept karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      trading ko as a challenge he ham ko accept karna hota hai kiun ke us se phir ham ko motivation milti hai losses hone per or ham kabhi is me haar nahi mante hain is lye as a challenge he ham ko is business ko lena chahiye .
      • #1128 Collapse

        G nahi brother aisa nahi kerna hai ap ko ap wo job bhi ager manage ker rahe hai to continue rakhey kiyun ke Dono kam ager ap achche chal rahe hai to best hai ap ki earning main hi increment horaha hai na
         
        • #1129 Collapse

          forex aik risky or difficult business hai or is main loss honay k chances 80 to 90% hotay hain agar ap ko loass ho bi jaye tu ap patience k sath kam karay or next time achi trading kar k ap bi acha profit gain kar saktay hain...
          • #1130 Collapse

            Bhai aap kay faiday ki cheez wo hy jo aap ko ziada income dayti hy ager aap koi job ya business ker rahay ho aor wahan say sara din kam kernay kay bawajod itni income nahain ker patay ho jitni aap forex main sirf chund ghantay laganay say hasil ker lay tay ho to job ko chorr do aor is main kam kero.
            • #1131 Collapse

              forex main daily mind se trading karay aur kosis karay es main kaam kartay howay greedy na kary aap k liye best ho ga aur es main cool mind rahay aap k liye best ho ga thankful for question
               
              • #1132 Collapse

                g bahi hme dono kam krne chahiy q k hmare ghar ka daromadar hmari job k ird gird hota he age hm apna dosra kam jari rakhna chahy ta k hme koi muskil na ho
                • #1133 Collapse

                  hamari life ma hr chz ki apni importance hti hy agr humain trading achi lgti hy to zarori nh k sara time isy dain aapko hardworker hona chahye aap m itna stamina ho k aaap donu jobs ko ek sath handle krsko taaky aapko trading m profit ho ya loss , aapi life ziyda mutasir nh ho .
                  • #1134 Collapse

                    tarding ko apko strat kjarnayts ay pehglay pako is accept karna hai kay jasiay ap iis buisness kay rulke ko boaht hia chi tarahs ay jan kay hi is market ko join kartay hai phir baad me pako koi bi tensio0n na ho
                    • #1135 Collapse

                      Trading key barey mien ap yeh dekhien key is mien ap ko ab yeh facility bhi di jati hai key mobile sey trading kar lien to ap ko job ko chorney ki zarorat bhi nah hai ap during job bhi apni trading ko easily continue rakh saktey hain or apney income ko mazeed barha saktey hain.
                      • #1136 Collapse

                        assalam o alikum bhai ap ne acha sawal pocha trading ko kis tarhan accept kerna chahiye Friends ager hum koi b regular job ker rhy han or trading b ager humain trading ma profit a rhi ha profit in forex
                        • #1137 Collapse

                          forex mai trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience aur knowledage ko gain kerahe aur koish kerne hote hai ke app money management ke sath chale.
                          • #1138 Collapse

                            forwx min treding ko accept karne kW lie us buznees min hum ko buhat hi zyda risk hy is I trah him ko is min is biznees ko manij jarna cahye takh him ko is min achi profit hasil ho saky
                            • #1139 Collapse

                              trading ek aisa business hy jiss mai kabhi loss nh ho skta .iss sy insaan ka trading ki dunya main behaviour bhe change ho skta hy aur woh apna maximum time apni trading ko dy kr zyada sy zyada profit kmaa skta hy .iss liay trading ko bhe time dena faida mand hy .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                nahi brother humein bilkul b apney regular job ko forex k liya nahi chorna chahiya kyun key forex mein agar ajj profit ho raha hai toh kaal is mein loss b ho saktha hai aur forex mein income stable nahi hai isliya forex ko as an part time job ki tarah hi karna chahiya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X