trading main kitna risk lena chaheay??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    mere khayal main agr aap ne 1 acha trader bana hai or kuch life time profit bhi earn krna hai tu aap ko kam se kam risk factor ko use krna ho ga mere hayal main aap ko only maximum 20% risk lena ho ga trading main risk k bagair bhi trading nahi hoti hai iss liye risk tu lena pardta hain
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      forex trading aik risky business hi jis main ap ko ahteat se learning kerni ho gi then hi ap ko trading main kam ker ke achi earning ker sakte ho iss main kamyabi ke lye ye zarori hi then hi ap iss main kamyab ho sakte ho
         
      • #528 Collapse

        risk is the part of the forex trading. but we must take calculative risk. we cannot bear much risk at the time of trading in the forex market. we must take that amount of risk that we can bear.
        • #529 Collapse

          bhai jitna aap bardasht kar sakyen aap utna he risk len kiun ke forex business aik best business hai is me loss bhi aik dam ho jata hai and profit bhi to aap ko soch samajh kar money management dehan me rakhty hue he risk lena chahiye ,
          • #530 Collapse

            ye market trading kerny ki hai or is men risk bhi buhat zyada hai is ley hamain buhat hi soch ker risk lena chahye kion k is men loss bhi hota rehta hai or profit bhi mil jata hai risk tab hi len jab ap ko is ka confirm ho jay .
               
            • #531 Collapse

              Aik sincere or sensible traders hamesha apni condition or knowledge daikh kar investment karta hai or os per risk laita hai, aik professional traders easily high risk lay sakta hai jab kay aik un professional traders easily risk nahi lay sakta is liye wo low capita kay sath business start karta hai.
                 
              • #532 Collapse

                mere khial se trading mai ziada bara risk nahi leena chahie jab tak app ke pass forex tarading ka knowledge na ho aur apke pass trading ka experience na ho app ziada bara risk le kar appna loss kar sakte hain
                • #533 Collapse

                  forex trading main jitna risk lena hota hai zaahir jitna learn kia hota hai to apni knowledge ke power se risk lia jaay to uss main thora bht faida to hota hai par ye risky business hai to aur ye depend karta hai khood pe kitna risk lia jaata hai forex main .
                   
                  • #534 Collapse

                    forex trading is a online business and in this business or trading you can take risk enough that how much you can suffer or bear in case of loss so it all depend on knowledge and skill if you have both the qualities and want to earn so can take a huge risk then you can earn more and more
                    • #535 Collapse

                      hamen forex trading main always apne knoweldge aur experience ko achi trha se dekh kar is main trde karni chahiye aur utna hi risk is main lena chahiye jitna keh hamara knoweldge aur experience hamen ijazat deta ho.
                         
                      • #536 Collapse

                        mere bhai jan ye depend karta he k ap ne forex ko kitna learn kia he our kitna isko samjh paye hen .our insan ko age barne k liye kabi kabi risk lena par jata he our forex trading tu he hi kisi lehaz se risky .. tu agar ap mehnati hen sahe jante hen bussness k bare ,tu ye risk lena koi mushkil nai ap In sha Allah kamyab honge.
                        • #537 Collapse

                          trading main apko zyada risk nahi lena chahye aur koshish karni chahye ke kam se kam risk len agar ap zyada risk lenge to ap ko hosakta profit bhi lekin agar profit nahi hua to utna hi loss hoga
                          • #538 Collapse

                            mare dost forex trading ak online buniess hia app is may jitna risk len ge app ko otna hi loss hone ka daar laga rahe ga aor phir app ka mind bi distrb hoo ga,hum ko forex trading may kam hi risk lena chaye,
                             
                            Last edited by ; 28-03-2014, 10:35 PM.
                            • #539 Collapse

                              main tu samjta ho k forex mein risk nahi lena chaya kyun k agar forex mein hum easy se earning kar skta hain aur without risk earning kar skta hian tu hum ko kia zaroorat hai forex mein risk lena ki kyun k jo bhi iss business mein risk lata hai tu us ko aksar loss he hota hai. wasa tu forex ko risky business nahi hai.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                forex ek bht risky online business hy, or mere khayal sy har trader ko utna risk lyna chahye jitna k wo afford kar sakta hy or usko trading bhi apne experience k mutabiq karni chahye tak usko loss kam ho,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X