loss say ghabrana nahe chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss say ghabrana nahe chaye

    Assalamu alaikum friend bilkul aapki baat theek hai aapane bahut hi acchi baat kiye losse ghbrana nahin chahie yah ek aisa business hy jismein loss jarur hota hai aap ko sabar karna chahie aur apna Kam jari rakhna chahie inshallah aap kamyab jarur hun aur aap log mehnat Karen aap achcha profit Kama sakaingay aapko chahie Kya aap yahan per quality work karenge bahut hi achcha business hai Pakistan mein bahut hi famous
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss say ghabrana nahe chaye

      Assalam walekum ummid karta hun ki aap log thik thak honge bilkul aapki baat bahut theek hai Loss say gabrana nahin chahie kyunki aapko pata hai koi bhi business usmein loss hota hai aur forex ek aisa business hai jismein loss laazmi hota hai isliye aapko sabar karna chahie loss hone se ghabrana nahin chahie aap apne varg per focus Kare inshallah kamyabi aapko zarur milegi
      • #18 Collapse

        Re: loss say ghabrana nahe chaye

        Assalamu Alaikum friend ji han aap theek kah rahe hain Forex Mein kaam karte Hamen ghabrana Nahin chahie balki Ek Samay main aapke sath kam karna chahie Taki Ham ismein hard work Karke Achcha Khasa fayda Hustle Castle ke Forex formula Kamyab hone ke liye mehnat karna bahut hi zaruri hai uske bad hi kamyabi Mumkin ho sakti hai
        • #19 Collapse

          Re: loss say ghabrana nahe chaye

          Dear aapane theek kaha hai Hamen losses se pareshan Nahin Hona chahie balki Unse knowledge Hasil karne ki koshish Karni chahie Kyunki Hamare losses hi Hamare behtarin teachers Hote Hain Jab Ham Unse knowledge Hasil Karte Hain To Ham bahut acche tarike se apne losses ko kam kar sakte hain aur apni trading co profitable aur successful banaa sakte hain isliye Hamen Kabhi Bhi Apne losses se ghabrana nahin chahie balki Unki reasons ko dhundh kar unhen recover karne ki koshish Karni chahie Taki kamyabi ko Hasil kiya jaye
          • #20 Collapse

            Re: loss say ghabrana nahe chaye

            forex market Mein loss of ko hota hai apne loss se dish hurt Nahin Hona chahie loss Se Hone Wali mistake Ko Dekhkar learning ki Jaaye proper plan bnao ka grading Karni chahie Apne Hisse ko manage Karke Jo loss hota hai use different rate Meri cover Karke capital ko sev Banaya Jaaye
            • #21 Collapse

              Re: loss say ghabrana nahe chaye

              G han app nay bahut achy bat kahy hay keh hamen loss kay waqt ghabrana nahin chaheay balkeh himat say kam karna chaheay takeh hum forex men kamyab ho saken ur as say bahut zeyada earning hasil kar saken as lia hamen loss hony per preshan nahin hona chaheay balkeh himat say kam karna chahey
              • #22 Collapse

                Re: loss say ghabrana nahe chaye

                Dear Forex Members loss sirf Forex hi nahi bal ke tamam business ka hisa hai ham koi bhi business karen ham loss ko avoid nahi kar sakte hame loss ka samna karna hi parta hai business main ham kamyaab bhi tab hi hote hain jab ham loss se guzar jayen jab hame loss hota hai tou dar asal hamara experience increase hota hai or aainda ham un mistakes ko avoid karte hain jin ki waja se hame loss hota hai loss ko learning ka zariya bnaen is se ghabraen nahi.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: loss say ghabrana nahe chaye

                  Forex trading mein agar Ham kamyab hona chahte Hain to hamari feeling strong hongi Ham Apne lash ko bardasht karenge tabhi Forex trading se acchi earning kar sakenge nafa nuksan har karobaar ka hissa hai insan kaun se ghabrana nahin chahie main Tere practice Karen accha knowledge are sarkar ke trading Se accha profit asel Karen Forex trading co sikhane ke liye demo acount hamare liye ek achcha platform Hai trading mein money management bth zohrori Hai Forex trading mein jo lalach karenge vah last karenge.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X