loss say ghabrana nahe chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss say ghabrana nahe chaye
    dear friends assalamualikum


    ham jantai hai ke forex aik behtareen buisniss hai aur iss mai ham buhut acha profit kama saktay hai agar iss ko ham sahe tariqay say trade karai agar iss mai ham sahe say trade nahe karaingay to hamai loss hoga aur loss har kise ko hota hai iss leye agar hamai loss ho jaye to hamai uss say ghabrana nahe chaye balkai hamai apnai ghaltyo ko dhondna chaye hamai chaye ke uss mai apni ghaltyo ko dhondai au ussay khatam kardai to ham iss mai profitable ho saktai hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss say ghabrana nahe chaye

    Yes dear her traxer ko khushish kerne chaye k wo loss say bilkul na ghabraye kuon k ye sab say bare bhool hy.jab koe trader loss say dar jata hy to wo kabhi trading nhi mer pata hy wo yahi sichta hy k loss hoga and ager trade koe open bhee kare to esay loss he ho jata hy kuon k wo dar say koe sahi kam nhi ker pata hymes meun hamen himmat say kam kerna hoga success gain kerne k lie.
    • #3 Collapse

      Re: loss say ghabrana nahe chaye

      forex aik best busness hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maai bager balance account bana kar be kam kar skty hain hamy loss sy learnig gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik amm busienss ke nisbat acha busienss han yai kabe be band na hony wala busness hain
      • #4 Collapse

        Re: loss say ghabrana nahe chaye

        G aapane bilkul theek hal or se Holi log nahin ghabrate Hain jinke paas knowledge or experience hota hai iske liye important hai kya aapke pass knowledge experience hoga to aap logon se kab aaenge nahin otherwise loss bahut hi Bada hota hai forex trading mein aur maximum trader 90% trader forex trading mein fail ho chuke hain to ISI vajah se log kahate Hain ki forex trading nahin karni chahie aapane lost se nahin darna aur chijon ko samajhna hai forex trading ko time dena hai agar aap isko time denge to aapko yah bahut achha result degi Meri aapse yahi request hai ki aapane time ko manage Karen aur chijon per focus Karen Taki aap acche trader 1 second.
        • #5 Collapse

          Re: loss say ghabrana nahe chaye

          loss sy hmy ghbrana nahi chahiyy loss sy hmy himat rak k again struggle karni chahiy loss sy hmy sikhna chahiy loss ko improve karna chahiyy loss sy ki gai mistakes py Focus karni chahiyy r hmy himat nahi churni chahiy
          • #6 Collapse

            Re: loss say ghabrana nahe chaye

            hum jante hai ke hum is business me bohat acha profit kar sakte hai is liye hume nahi gabrana chahiye ya business bohat acha hai is liye hum is me working kar rahe hai hume is me knowledge hasil kare gy utana acha hum is me kam kar sakte gy forex trading business acha business hai is me hume mahant kar ke kamyabi leni chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: loss say ghabrana nahe chaye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
              dear friends assalamualikum


              ham jantai hai ke forex aik behtareen buisniss hai aur iss mai ham buhut acha profit kama saktay hai agar iss ko ham sahe tariqay say trade karai agar iss mai ham sahe say trade nahe karaingay to hamai loss hoga aur loss har kise ko hota hai iss leye agar hamai loss ho jaye to hamai uss say ghabrana nahe chaye balkai hamai apnai ghaltyo ko dhondna chaye hamai chaye ke uss mai apni ghaltyo ko dhondai au ussay khatam kardai to ham iss mai profitable ho saktai hai.
              G haan hum jab be is may loss kartgay hay tho oske koi na koi waja hothe hay jis ke waja say hamay loss hotha hay our agar hum os say seeknay ke koshish karay tho hamay buhut acha sabak miltha hay our next time k liay hum per safe rehthay hay is liay loss say gabrana nahee balke os sah seekna hay.
              • #8 Collapse

                Re: loss say ghabrana nahe chaye

                Los hone per kabhi bhi tension nahin leni chahie balki hamesha acchi tarah se working karte rahana chahie apne last ko recover karne ki koshish karni chahie aur Sabar karna bahut jyada important hota hai tab hi aap apne dost ko control bhi kar paate ho aur apne loss ko recover bhi kar Pate Ho
                • #9 Collapse

                  Re: loss say ghabrana nahe chaye

                  G Haaan BhoT AcHi Baaat Kahi Hai Aaaap Ne Losss or ProFit FoRex BuSinEss kaaaa HiSaaa Hai Jahaaa Humain Kaaafi Zyaada ProFit HoTaaa Hai wahaa Kayi Dafaaa Humain Loss Bhi Ho Jaaata Hai Or Humaaara Kayi DaFaaa AccoUnt Wash Bhi Ho Jaata Hai To HumEn Is Wajaaa Se PaReShaaan nahi Honaaaa Chaahiye Or MeHnat Se Kaaam KaRnaaa Chaahiye Q k Jitnaaa Samajh KaR Kaaam Kaaren Gy Utnaaa hi Humain Faaidaaa hoGaaa or KaamYaabi K ChanCes Bhi Zyaada HoOn Gy....
                  • #10 Collapse

                    Re: loss say ghabrana nahe chaye

                    G han thek kaha apny k forex min kaam karte hue ghabrana nabi chaye balky is main nehnat k sath kaam karte hue is main hard work karte rebna chaye q k loss hojae to usay recover karne k bare main sochna chaye or smajhna chaye tabhi aao is main successful hoskte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss say ghabrana nahe chaye

                      loss to business ka aik hisa hain hamy loss hony par gabrhna nahi chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain agr ham is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain yai aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss say ghabrana nahe chaye

                        hman loss se bilkul bhi ghabrana nahi hai main is se mehnat se kaam karna hai agar ham ne kaam karna hai to hmain chahiye ke ham is mein mehnat se kaam karain learn karain agar ham acha kaam kar sakte hain to is ka matkab hai ke hham trend ko follow kar sakte hain kyon ke sirf trend hi hai jo market mein hmain earning deta hai to hmain bus mehnat karni hai agar ham aese karain to hi earning karain ge
                        • #13 Collapse

                          Re: loss say ghabrana nahe chaye

                          G Han dear friend hum ko loss sy ghbrana nh cahiy in fect loss sy learn krana cahiey agr hum ko loss ho tu loss hony ki waja ko talash krana cahiey loss tu har business ka ek part hota hy jo har haal mn Hoga hum loss ko completely khtam tu nh kr sakty hain but mhnat kr ky loss ko kum zaror kr sakty hain tu mhnat Karen aur loss sy learn Karen tab hi kamiyabi mumkin hy
                          • #14 Collapse

                            Re: loss say ghabrana nahe chaye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                            dear friends assalamualikum


                            ham jantai hai ke forex aik behtareen buisniss hai aur iss mai ham buhut acha profit kama saktay hai agar iss ko ham sahe tariqay say trade karai agar iss mai ham sahe say trade nahe karaingay to hamai loss hoga aur loss har kise ko hota hai iss leye agar hamai loss ho jaye to hamai uss say ghabrana nahe chaye balkai hamai apnai ghaltyo ko dhondna chaye hamai chaye ke uss mai apni ghaltyo ko dhondai au ussay khatam kardai to ham iss mai profitable ho saktai hai.
                            ji han dost hamain loss se nhi ghabrana chahye jab ap loss se ka shikar ho jain to ap ko loss ko sabar se recover karna chahye jab ap loss se sabar se moqabila karen ge to kabhi bhi ap nakam nhi hon ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss say ghabrana nahe chaye

                              jina bahut acchi baat ki hai aapane loss aur profit business ka hissa hai hamen loss se nahin darna chahie balki apne loss ko recover karna chahie aur mehnat jyada karke kamyabi hasil karna chahie tabhi hamen profit hasil hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X