Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho
    Dear forum friends aap Logon Ko Jab apni trading Mein last hote hain to aap log kabhi bhi disappointed Na Ho Kyunki Jab aap log mayus Ho Jaate Hain To aap Logon Ko market main Apna next target select karne mein bahut jyada difficulties hoti hai isliye koshish Karenge Jab aap Logon Ko loss ho to is Loss ko positively aur Hamesha Apne Lash se learn karne ki koshish karen Jab aap log loss hone ke bad disappointment ka Mushaira Nahin Karenge aur apne aap ko Apne analysis Mein strong banaenge tab aap Logon Ko forex market Mein trading karne ke liye bahut acche arrangements mil sakte hain Kyunki aap log positive approach ke sath Apne loss ko profit Mein convert kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

    loss hony par hay dispoint nahi hona chahey hamy apni galtio ko impove kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sskaty hain ham sis main apni marzi sy time table abana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

      G han dear hamin preshan nahin hina chahie qk loss aur profit to business ka hisa hota hai. Aur ager kabhi loss ho bhi jay to preshan hony sy better hai kh us mistake ko theek kia jay jis ke waja sy loss hova hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

        G han dear forex me loss hony par disappointed nahi gonna chye Kyun Kay ap ko is, me hamesha confident ho Kar Kam krna Hy jis Kay leay pa ka Acha kam Aur will power ki zarori Hoti Hy jis me ap ky Leay forum me Kam krne gay to lazmi best Kam krny me ap ka faida hoga Aur Acha Kam krty rahen lazmi best Kam krny me faida Kay skty hen ap
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

          hamy is my kbhi bhi hemat nai harni chiya jo bhi hemat har jata hy who kbhi bhi kisi bhi kam my kamyab nai ho sgta hy is liya ham ko chiay k ham is my hemat k sath kam kry agr is my ham ko loss ho jata hy o us o hamy chaiya k ham us ko bardasht kia kry to ham is my sahi ham kam kr payn gy to is my jo bhi sekhy us ko phly demo my test kr y to phr loss real account my nai hoat hy our buisnesss my loss hoty rehty hy
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

            G hann dear ap ki baat thik hy pakistan forex ik acha aur kamyaab business hy pakistan forex min hamin treading karty hoy loos bhi hita hy aur profit bhi hita hy iis lia hamin firex min loos hony ki sooart min dispoint nahin hona chaye balke hamn forsx min mazeed ziyaD sy ziyada mhenat kanri chaye jis sy hum foex min apny loos ka face karty hoya chi pllajng kar ka acha acha treekys y aony kia hoy loos ko asaani ka sath recover kar sakty hain..
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

              Aap nwy bilkul sahee kaha hamesha tijaarath may aap ko nuqsaan say he seeknay ko miltha hay our wahe nuqsaan aap ko baadh may zoada faida detha hay is liay hamay kabhi be is may nuqsaan say mayoos nahee hona chahiqy our ose say seek kar is may kaam karna chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                saalam o alaikum ha yh ik business hy jis mein loss or prfit to hota ho rehta hy to hamin loss hony per ghbrana bilkul bhi nahee chaiy balj hamin or zeds himat sey kaam lena chaiy or diuble mind ko use kerty hwy apny loss ko recver ker lena chaiy isliuy hamin chaiy keh hum disaponited bilkul bhi na hon balk himat sey kaam lein or loss ko recver kerny k baad phir prfit ko gain kerty rshin ....
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                  Los agar aap ho ho jaaye to aapane disappointed nahin hona last bhi forex trading kaisa hai aur forex trading maximum logon ilaaj hota hai agar aap number of percentage freaky dekhen forex trading main to 90% people field and forex in their initial stage lekin donon ne ine chijon ko mante nahin liya aur forex trading mein kamyabi ke liye aapane forest sikhana hai aur aage badhana hai aise Hi continuesly aapane bhi aise hi karna hai chijon ko aage lekar Jana hai aur ko apna short dekhna hai kis vajah se aap a rahe hain is vajah se aapka loss hua hai per aapke liye aasan hoga aur aap loss ke aise bhi denge last ka form bhi bahut bada hokar jo aapko bahut jaldi forex trading mein maar deta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                    Loss p disappointed nhe hona chahiye balk agar loss ho jaye to us ko zyada mehnat kar k recover krna chahiye.. Kbi p loss p dill chota na kren.. Mehnat kren r apny loss ko profit m convert kren..
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                      agar hum es main kam ko lalche bn kar hum es main kam karty hain to humain es main boht sa loss be ho skta hian our humra account be wash ho skta hain hum es main live trading karty hain forex main humain es main kamjabe hasl karny kay ley es main boht sa experience our knowledge ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main boht sa pisa kma skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                        yes brother yah aapane Sahi kaha hai agar humne is market Mein Kamyab hona hai To Humko ismein Agar galti se nuksan ho jata hai to use per Hath Nahin Hona chahie Kyunki Ham is market Mein Jab trade Karte Hain Humko ismein agastya bhashan ho jata hai Ham usko aasani se recover kar sakte hain isliye Humko chahie is market Mein money management ke sabse kam Karen Taki Ham Ko ismein fayda Ho Jaaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                          bilkul dear, hmain loss sa pareshan ya disheart nhi hona chaiay bl k us sa sabak seekhna chaiay aur jin mistakes ki waja sa loss hua ho unhain clear karain ta k aenda loss sa bacha jay, apnay experience ko increase karain aur market ki moment ko observe kar k situation k mutabik trade open karain tb hi achay results milain gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                            Trading karte hue loss Har aik member ko hi hota hai aisa nahin hai keh koi is Bach kar aur trading karta hai aur us ko sirf profit hi aata hai is liye Agar loss Ho Jaaye to members ko Pareshan Nahin Hona chahie balke un ko aik Aur new planning ke sath phir se trading Karni chahie Aur Is Tarah Se Kamyab trading Ho payegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                              Loss tamam business ka part hai isi tarah Forex main bhi loss ko avoid nahi kiya ja sakta har kisi ko kabhi na kabhi loss ko face karna hi hota hai yahan tak ke experts ko bhi aksar loss ho jaata hai lekin wo kabhi loss se pareshan nahi hote wo loss se sabaq hasil karte hain isi liye kamyaab hote hainn ager ap ne kamyaab hona hai tou ap ko loss ke fear ko apne mind se nikalana ho ga then ap business main kamyaab ho sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X