Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

    g han kbhi bhi loss honay kay bad humay disappoint nhi hona chahiyay agar hum chahtay hy keh humay is kam may loss na ho to humay laluch ko avoid kurna ho ga or knowledge kay sath kam kurna ho ga tub he hum kamyab ho sukay gay or loss say buch sukay gay to humay chahiyay keh jb loss ho to disappoint na hon bulkay achay say kam kurna ho ga or achi trah say trade kurna ho ga or apni ghalti ko again repeat nhi kuray
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

      Yes brother aapane baat theek hai ki ham ko Forex form mein agar loss ho jaaye to pareshan Nahin Hona chahie balke dobara mehnat ke sath kam karna chahie agar ham isko khatam kar denge to hamara apna nuksan hai aur hamara account divorce ho jata hai bolke mehnat karte rahe mehnat se insan ko kamyabi hasil hoti hai
       
      • #18 Collapse

        Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

        Yes brother aapki baat theek hai per dance form mein ham mein agar loss ho jaaye to tension Nahin leni chahie bilke dobara mehnat ke sath kam start kar dena chahiekyunki mehnat mein hi kamyabi hai agar ham mein mehnat ko chhor denge to na kam ho jaenge
         
        • #19 Collapse

          Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

          lost to hota rahata hai isliye lost per tension nahin leni chahie balki apne mind ko hamesha cool rakhna chahie aur acchi tarah se working karte rahana chahie aur acchi quality ka kam karte rahana chahie aur Sabar ke sath working karte rahana chahie
          • #20 Collapse

            Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

            Gee dear forex user ap na theak kha k agar hum forex exchange ma kaam kar rhay hain to hum ko chaheay k hum jab forex koi loss ho to hum tension na ly balky hum forex ma loss k bad he profit hasil karty hain so tenstion nai lani chaheay.
            • #21 Collapse

              Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

              Hamin kabi be loss hony ka bad hamin disappointed nai hona chahiye bulkae hamin saber sa kam lety huwe soch samj kar trading karni chahiye hamin apni soch ko positive rakhna chahiye aur kud per ahtemad be hona bohat zarori hapher he zindagi ma ham kamyab ho sakty han .
              • #22 Collapse

                Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                Forex trading mein vahi parson kamyab hai jo lash se ghabrate nahin apni feeling strong rakhte Hain mehnat karte hain Apne kam per focus karte hain aur apni galti se Sabak aasal karne ki koshish karte hain Taki Ham tumhari aisi mistake na Karen jisse Hamen las hon Forex trading mein Hamen risky trader nahin leni chahie money management Ka khyal rakhen aur thoda thoda karke earning karne ki koshish karenge to Ham Forex trading Se acha earn kar sakenge.
                • #23 Collapse

                  Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
                  agar hum es main kam ko lalche bn kar hum es main kam karty hain to humain es main boht sa loss be ho skta hian our humra account be wash ho skta hain hum es main live trading karty hain forex main humain es main kamjabe hasl karny kay ley es main boht sa experience our knowledge ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main boht sa pisa kma skty hain
                  Kabhi bhi hone ke bad depression mein Na aaye kyunki trading mein hamen kabhi loss aur kabhi profit hota rahata hai isliye hamen chahie ki jab hamen loss hota hai to hamen depression mein nahin aana chahie aur Bal ke apne jajbat aur gusse per kabu karna chahie jisse Ham frocks mein kamyab Ho sakenge frocks mein jajbat aur Lal ki koi jagah nahin hai isliye agar hamen jajbat se kam Lena hai to hamen Pyar nahin karna chahie paksh mein agar fayda hasil karna hai to hamen jajbat mein nahin aana chahie apne gusse aur jajbat per kabu rakhne ke liye hamen chahie ki Ham apne kam per jyada tavajjo de aur kahan per jyada time dekar usko sikhen to Ham forex trading mein jarur kamyab Ho jaenge lekin frocks mein kam karne ki yah shart hai ki frocks mein agar trading open karni hai to bagair jajbat aur gusse knowledge ke karni chahiye jisse hamen fayda aur hamen achcha profit Hasll ho sake.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Kabhi bhi loss hone ke bad disappointed Na Ho

                    ji hane dear aap ko jab jab bi loss ho ga to aap nay kabrana nahi hay quen kay ya aik karobar hay or karobar may to loss or profit hota hi rahta hay kabi kabar aysa bi ho sakta hay kay aap ko aik hi din may 100 usd bi mil saktay hane or kabi kabar aap say 50 usd ka loss bi ho sakta hay to yaad rakheen kay ya karobaar hay or iss may aysa hona koi mushkil bath nahi hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X