Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

    ha g jo mehnat karta hai wohi kameyuab hota hai wo earning karta hai jo mehnat se trend mein kaam karta hai aur trend mein kaam karne ke liye buhat hi zarori hai ke ham mehant se acha kaam karain learn karain aur acha earn karain is liye hmain chahiye ke ham acha kaam karne ke liye dfil se kaam kaain ta ke ham practice kar ke trend follower ban saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

      Dosto umeed krta hn kh ap sb khariet sy hn gy g bilkul jis member by mehnat ko maqsad bna lia to wo kamyab hai Jo mehnat nh krta wo nakam ho jata hai r ulta loss m. Jata hai isi liy agr kamyab hna hai to mehnat Karen apna target achieve Karen r acha bonus hasil karen
      • #18 Collapse

        Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

        ji dear bilkul sahi kaha hay k jo log maqsad bana kar mehnat se kaam karty hain wo zaror kamyaab hoty hain aur mehnat ko maqad banana waisy hi kamyaabi hay.Jitny bhi log duniya main kamyaab hoty hain un ki life ka koi na koi maqsad hota hay aur phr wo is par bahut hi pabandi se amal karty hain aur apny maqsad main kamyaab ho kar duniya main apna naam banaty hain......
        • #19 Collapse

          Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

          bht hi achi baat share ki h jo insan mhynat ko apni zid apna maksad bna lata h vo insan hmysha kamiyab hta h vo mhynat kamiyabi ya zada amer hny ki lalch ki vja sy ni karta h tb us k mind my just mhynat hti h kuk sachy dil sy ki gai mhynay zaror kamiyab karati h
          • #20 Collapse

            Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

            Aapane bahut acchi baat ki hai ki Forex trading business ko join karne ke bad this member Forex trading business course sikhane ke liye apni mehnat ko Apna maksad banaa liya hai to Vahi member Kamyab ho sakta hai Iske alava agar koi member forex business bhajan karne ke bad hi Ki Hai Sochta Hai Ki vah forex business ko mehnat ke bagair learn kar lega to yah uski Sabse Badi Bhul Hoti Hai Kyunki forex business 1 difficult business Hai Jiski difficulties ko Dur karne ke liye Ham Logon Ko Kafi Jyada mehnat ki jarurat padati hai agar ham log mehnat ko Apna maksad Banayenge to ham log forex business Mein Jarur Kamyab ho sakte hain aur forex business Mein kam karte hue Apne target Tak Jarur pahunch sakte hain.
            • #21 Collapse

              Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

              g han dear bilkul ap ne profect bat ke hy forex business mein mehnat ko aj se apna maksad bana lein kuin ke ager mehnat kerne ke aik dafa adat ban jeye to kio hamain nakami se nahi rok sakty han es liye forex business mehnat kerne walo ko zror achi kamyabi deta hy
               
              • #22 Collapse

                Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

                G han forex ek asa business hay jis men jo jitni mahnat karay ga utna zeyada us ko faida hoga as lia hamen forex men bahut mahnat say kam len chaheay takeh hamen forex men kamyaby mil sakay as lia hamen mahnat say bahut saray tajarbat masool hotay hain as lia hamen dil say mahnat karna chaheay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Jisne mehnat ko maksad banaa liya vahi kamyab Ho Gaya

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                  Jo log mehnat ko apna maksad banaa lete hain aur koshish karte Hain to vahi log hi kamyab ho sakte hain aur jo log mehnat ko apna maksad nahin banate hain to vah log kabhi kamyab nahin hote hain kyunki kamyabi hamen sirf aur sirf mehnat ki vajah se hoti hai aur agar hamari mehnat nahin hoti hai to fir kabhi Kam yah bhi nahin milati hai aur agar hamari mehnat hoti hai to tab hi hamen kamyabi milati hai aur tab hi Ham is karo bar mein accha munafa Kama sakte hain
                  jee sir ap nay sahi kaha, forex 1 mushkil business hay esay seekhnay aur forex pay kam karnay k liay bohat mehnat chahiay hoti hay, forex ko seekhnay aur kam karnay k liay jo log mehnat kartay hain wo log hi kamyaab traders ban saktay hain, forex main nikammy aur mehnat na karnay walay logon ki jaga nai hay, mehnat nai kartay jo log wo bohat jald forex ko chor jatay hain kyun k unhon nay mehnat nai ki hoti and unhain bohat loss ho chuka hota hay, hamain apni mehnat lazmi karni chahiay, mehnati trader kabhi nakaam nai hota usay us ki mehnat ka phal lazmi milta hay
                  If you work hard no body can stop you from success

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X