Jo log mehnat ko apna maksad banaa lete hain aur koshish karte Hain to vahi log hi kamyab ho sakte hain aur jo log mehnat ko apna maksad nahin banate hain to vah log kabhi kamyab nahin hote hain kyunki kamyabi hamen sirf aur sirf mehnat ki vajah se hoti hai aur agar hamari mehnat nahin hoti hai to fir kabhi Kam yah bhi nahin milati hai aur agar hamari mehnat hoti hai to tab hi hamen kamyabi milati hai aur tab hi Ham is karo bar mein accha munafa Kama sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим