Forex Proper Learning Bohat Zaroori Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Proper Learning Bohat Zaroori Hai.
    All Brother And Sister Forex Ko Start Karne Se Pehle Aap Log First Forex Ko Proper Learn Karain Aur Sath Sath Demo Practice Karain . Direct Real Trading Ko Start Na Karein Yeh Aap ke Liye Zada Behtar Hai . Demo Trading Ko Kam Se Kam 5 to 6 Month Use Karin Or Proper Time Dain Forex Ko Demo Trading Pe. Forex Market Ko Proper Analysis Karna Sekhain Us Ke Bad Aap Log Real Trading Ka Start Lain. Proper Learning Ke Bad Aap ko Real Trading Me Loose Chance 90 pERCENT Khatam Ho Jaye Ga.
    Forex Learning Ke Liye Ek Website He Babypips Isse Aap Help Sakte Hain . :o
    Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex ko proper learn karna bohot zaroori hai q k jab tak aap properly is ko learn nai karen gay to aap ko trading mushkil lagy gi to is ko easily banany k liay is ko learn karen
    • #3 Collapse

      ap ke pass forex main jitni zyada learning ho gi ap ko forex main utna hi zyada profit mil sakta hai is lie ap ko forex ain proper learning kar ke hi trade karni chhaie tab hi ap ko forex main success mil sakti hai
      • #4 Collapse

        gee han forex main proper learning ki bohat zaroorat hai kun k proper learning se hi ap forex main achi trading kar sakte hain or ap achi trading kar k hi profit earn kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Forex market main agar hum ne learning karni hai to is kay liye hamesha proper strategy aur material ki zaroorat ho gi aur is tarah hum forex ki proper learning kar sakte hain aur is tarah kafi successful ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            well my dear friend, meray khayal say aap nay jo baat kahi hai iss baat say almost har koi agree karay ga kyun kay Forex ko properly learn aur understand karnay mein he kisi bhi new member ki bhalae hai varna jab wo real trading mein without learning, practicing kay enter hon gey tou sirf aur sirf losses he face karna paray ga...
            • #7 Collapse

              forex trading business me expert ban'ne ke liye hamain proper learning ki bohat zuroorat hoti hai warna ham kabhi bhi forex me expert nahi ban sakte aur hamesha loss hi uthate hain.
              • #8 Collapse

                G han bilkull forex trading main successfull hona ka lia uska lia proper learning ke bohat zyda zqrorat hay. Agar hmm proper learn nahi kar aakain gy to proper earn kaisa kar sakaun gy. Ic lia forex trading earbing ka lia before start trading learning bohat zarori hay.
                • #9 Collapse

                  Yes of course you are say the right that we are interested in the Forex market and want to success in this market.
                  Then we are learning is the most important in the Forex market and then we are success and earning it.
                  • #10 Collapse

                    Assalaam o alaikum Forex mein proper learnig bohut zururi hai uska faida ye hai k hum forex mein kamane k qaabi banjaate hain agar hum Forex trading ko achi traha learn kare warna Forex mein nuqsaan hi ziada hoga aga forex ko basic tareeke se nei seekha jis trah seekhne k haq hota hai traders jko.iss liye trading ko seekhna zururi hai real account khalwane se pehle .
                    • #11 Collapse

                      g ap ki ya bat bahot achi ha kun kah jo bi kam shoro kaya jatah ha usa pahla sahkah jata ha or bad men par kaya jata ha as laya forex par kam karna sa pahlah asa achi tahra pahr lana chaya
                       
                      • #12 Collapse

                        Yes Forex trading ki proper learning ki bohat need hai agar acha trading experience hasil kerna hai to achi learning kerte rehna hoga then hi Forex trading mein acha trading experience hasil hoga or experience hi main key to success hai.
                        • #13 Collapse

                          g han bilkul mein ap ki bat sy agree karta hn k forex k bary mein proper information honi chahiye kyun k jab tak ap k pas information hi nhi hogi to ap kaisy successful ho sakty hain
                          • #14 Collapse

                            yes my dear friend mery kheyal sy aap ny jo baat ki hai iss sy hr koi agre kry ga kyun ke forex ko properliy learn or understand krny me he kisi bhe new member bhlai hai wrna jab wo real trading main without learning practicing enter hon gy to sirf or sirf loss he face kerna pry ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dekhay dear forex main learning bhot bhot zaroori hai kiun kay yeh aik aisa business hai jahan per app without learn kiyay kuch bhi gain nahin kar saktay so agar forex main successful hona hai learning karein phir earning karein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X