Forex Proper Learning Bohat Zaroori Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han app ki bat bilkul thek hai lekin hum ko learning k sath information or trade ka experience b ho t best hai earning k liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex me trading karnay say pehlay forex ka knowledg hasil karna buhat zaroori hay.agar aap forex ka knowledge hasil karnay kay baghair trading karay gay tu loss ho ga.is liay forex ka ilam seekhan buhat zaroori hay.
       
      • #18 Collapse

        dear friends g hain g m apo k is soval ko manta ho forex ko masha ap ko learning karnia chaiyu .ya haaray lia asana hain forex is very goood bussiness .
        • #19 Collapse

          You are right dear brother who is liyeh koi k trading may esay bahot say trader hai jo only market ko dek kar hi trade open kar letay hai its means gambling kartay hai but un k pass koi b analysis our koi b information nahi hoti hai is liyeh who loser hotay hai
          • #20 Collapse

            Assalam-o-alaikum dear mai ap ki baat sey agree karta ho kuin ke agr ap ke pass forex ka kowledge na hona es baat ki elamat hy ke ap forex mai kmayab nahi ho saktey hai and kamyabi ke liye ap ko forex ka knowledge hona lazmi hy.
            • #21 Collapse

              forex ko learn kiay baghair aap forex se earnings nahi kr sakte us k baad aap ko is main achi khaasi practice krna hogi aur experience hasil krna hoga tab aap earnings kr sakte hain
              • #22 Collapse

                agar aap nay forex me waqi kam karna hay aur forex say profit layna hay tu aap ko forex ki proper learning layna zarori hay.warna aap ko is mi koi faida nahi ho ga.
                   
                • #23 Collapse

                  Jee han forex main kamyabi hasil karny ka liye iss ki proper trading bohat hi zarori hai. agar hum iss ko proper way se learn karain gay tab hum achi earning bhi kar sakty haina ur iss business main kamyab ho sakty hain.
                  • #24 Collapse

                    Yes proper forex training and knowledge is very important and before doing live trading we must practice on demo as much as possible to improve our trading skills and than do profitable trades and with continuous learning and practice we can trade even more better.
                    • #25 Collapse

                      yes, my dear brother forex me proper learning ke bhot zda zarort hoti hy ... aagr humri learning achi or humy method be pta hy k trading kis trh krty hain tau hum ak acha trader bn skty hain....
                      • #26 Collapse

                        Gee han bilkul theek kaha hy aapne forex ki proper learning behad zaroori hy agr apne sahi se nahi seekha to apko loss hoga is liye zaroori hy kay pehle ap isko seekhen.
                        • #27 Collapse

                          main yahan new hoon aur merey khayal main agar ham ney kamyab trader banna hay to hamain sub sey pehle learning karni chaihye because learning is necessary for earning luck kabhi sath nahi deyti hamesha hard work kaam ata hay
                          • #28 Collapse

                            dear Forex is to important business for this you must need good and well knowledeg other wise every trader will work on him and that is right option my friend and i think that is main point of this my friend we will do any think my friend
                            • #29 Collapse

                              G han agr hum es main proper learning k sath work kren gy to humen es main risk kam hoga or hum es main behter earning kr saken gy or es main apna risk kam kr saken gy so keep learning
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bahi jan aap ki baat theek hay keh jab tak aap kay pass forex trading ki proper learning nahi ho gi us waqat tak aap forex main earning nahi kar saktay because forex trading bohat zaida hard and risky business hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X