Profit ko withdraw karain ya ni..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ImranMachi پيغام ديکھيے
    G han app nay bahut achy bat kahi hay kun kay forex men yeh hamaray poray mahenay ki mahnat hoti hay is lia hamen is ko withdraw karna chaheay takeh hum apni zaroriyat bis say pori kar saken ur hamen ki kim ki koi bhe dushwari nah ho is lia hamen apny raqam withdraw karna chaheay
    profit ap withdrwal karain lekin ap proper money managment krain or us kay bad ap apny profit ka kuch hisa nikal lain gay tu ap ko masla nahi aye ga. ap apni trading main jab profit earn kao gay tu us ki kuch percetn ap nikal lain or baqi ap apny capital mai add karty jain tu phir es tarha ap ka account be manage mai rahy ga or ap profit b nikal lain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

      hmain jo bhi profit hua hai us ko withdraw karwana chahiey apur ap ki planning honi chahiye ke aik week ki trading ke bad ap ne withdrawe leni hai ya kam pe ya zeayda pe to us se pehle phir ap na lain withdraw kyon ke is se ap ki planning kharab ho jaye gi aur ap ke signals kharab ho jayen ge yani miss ho jayen ge to main ehteyat karni hai
      • #18 Collapse

        Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

        ap nay 1 achy topic pay discussion start ki hay, dear main yeh samjta hon k hamara jo target hay us hisab say hamain chalna chahiay, hamara target monthly set kiya hoa hay to monthly withdraw karwain , agar weekly target set hay to weekly withdraw karwain aur agar daily hay to daily karwain, us k liay strategy yeh apnain k profit ka kuch hissa withdraw karwa lain aur kuch account main rahnay dain ta k account main balance ziyada ho jay and phir hum bari lot size ki trade bhi open kar sakain agar hamain achay entry points mil jain to. es liay mery khayal main yeh strategy best hay proft ko withdraw karnay ki.
        If you work hard no body can stop you from success
        • #19 Collapse

          Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

          jo bhi PK profit ho usko apko widraw kar lena chahye ta k agr kabhi apko nuqsaan ho bhi jaey to backup main apke pass kuch ho t k ap next time phr se kam apna start kar sakem ya phr wapis per fourm per ek month ka wait na karna parey apko yeh sab se best hai ap k ly
          • #20 Collapse

            Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

            Dear Nazami Sb,
            Ap kee bat theak ha jasy kisi ny planning kee ho wasy hi amal kary
            • #21 Collapse

              Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

              Dear jab jab bi profit ho to bahtar to ya hay kay agar wo aik acha profit hay to us ko withdraw kar lo takay aap kay paas aik paysa by hand aajay or aap us ko kisi or business may invest kar lo ya phir dobara say invest kar lo takay aap ko iss ka extra bonus mil sakay quen kay Insta aap ko investment bonus bi day raha hay iss waja say ya aik bhtar zarya hay kay profit ko withdraw kar kay dobara invest kar lo.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                Bonus Account par Humain Jitnaaa Bhi ProFit FoRan WiThDraw KaRwaaa Lenaaaa chaaahiye Q k Koi Ptaaaa Nahi HoTaaaa K Kab HumaaRaa AcvoUnt Wash Jo Jaaaaey Or HUmEn Losss Ho JaaaaEy To Humain Chaahiye K Chaahay thOraaaa ProFit Ho Yaaaa Zyaada ProFit Ho FoRan WiThDraw KaRwaaaa lenaaaa ChaahiYe Taakay Hum KaaaFi AAsaaaNi Se KaamamYaabi HaaaasiL KaR SaKen Or Earning Main Bhi Izaafa KaR SakEn...

                اب آن لائن

                Working...
                X