Profit ko withdraw karain ya ni..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit ko withdraw karain ya ni..
    Profit forex trading main sary members ni kamaty per Jo ziada Mehnat krty Hain ziada time dety Hain forex ko unko profit earning main koi dushwari ni hoti to arz yeh Hy k agar aap profit kma lety ho to aap ko chahiy k ap sab sy pehly apny balance ko ziada sy ziada kro ta k ap k pas margin ziada ho aur apko koi bi trade loss main chli bi jay to account wash ka der na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
    Profit forex trading main sary members ni kamaty per Jo ziada Mehnat krty Hain ziada time dety Hain forex ko unko profit earning main koi dushwari ni hoti to arz yeh Hy k agar aap profit kma lety ho to aap ko chahiy k ap sab sy pehly apny balance ko ziada sy ziada kro ta k ap k pas margin ziada ho aur apko koi bi trade loss main chli bi jay to account wash ka der na ho
    Dear friend profit ka aik hasa Karen aur kuchh rahane de kyunki profit ki madad se Hi aap Bada kaun banaa sakte hain aur kuchh hissa apne arvind ke liye vidroh karne lekin complete withdrawal na Karen agar aap complete withdrawal karenge to aapka kaun sa size chhota ho jaega aur aapki earning aur aapka kaun baat nahin sakega to Meri Rab se yahi request hai ki aap earning ho na Karen Khushi karenge apne account ka capital Bada karne ki koshish karen Taki aapka kaun hamesha se ho aur aap thodi thodi earning se hi mustafai ho sake.
    • #3 Collapse

      Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

      dear friends g han ap ny thk kaha hy forex me trading krny sy jo hamye profit melta hy, tu ham ye in ko withdraw krna chahiye,hamri jb achi trading hoti hy tu hamye kesi qism ki dushwari nhe hoti hy, bhal ky hamye achi earning hasil hoti hy, jis sy hamra acha balance ho jta hy , is ko ham withdraw kr skty hy...
      • #4 Collapse

        Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

        dear friend forex trading sa apko jb bhi achha profit milay to apko chayay k profit ko fauran withdraw krw len aur ziada profit k chakr mn na prhen keun k market ki movement kbi bhi change ho skti ha aur apki profit wali trade loss mn bhi change ho skti ha
        • #5 Collapse

          Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

          Dear ye tho aap par munhasir hay k aap is ko nikalthay hay ya per aap is ko invest karthah hah kionka agar aap k pass gunjaaesh hay our aap is ko invest karay tho maray khyal may ziada faida hasil kar sakthay hay kionka bonus wale trading our investment wale trading may buhut farak hwy os mah aap ko buhut saholiaath de jathe hay jis say ziada profit ka chance miltha hay.
          • #6 Collapse

            Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

            Agar To Ham monthly basis per Apna target set Karte Hain To Hamen monthly basis per wittrock Karva leni chahie lekin Agar Ham intraday trading Karte Hain To Hamen Apna profit daily basis per withdrawal Karva Dena chahie Apni Apni trading strategy per sab log depend karte hain aur apni planning ke mutabik Hamen withdraw Karva Lena chahie
            • #7 Collapse

              Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

              Haan bilkul Apko chahye KH app log Apna profit withdrawal Kar lein KU kh ajkal koi PTA Ni kh Kia bny ga agay markets neechy jati Hein ya uper yh to hmain chahye kh hm khud ko Acha trader Apna profit withdrawal karty rhein sth sth aesa na ho KH hm log
              • #8 Collapse

                Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                Dear Agar aapko accha profit mil raha hai to aap usse Usi Waqt withdrawal Karva len Kyunki aap FIR trading Karenge to Aapka profit was ho sakta hai loss Mein Ja sakta hai isliye Baithe Yahi Hoga Ki aapko Jaise hi profit Hasil hota hai Usi time use withdrawal Karva len Taki aap usko apne pass sev Rakh sake aur apni needs ko pura karne ke Waqt use istemal Mela sake
                • #9 Collapse

                  Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                  Dear friend forex trading men profit bari mushkil se milta hey iss liay agar kisi trade men acha profit mil jata hey tu phir foran withdraw apply karen aur apni amount safe karen kiun k agar withdraw nhi kartay aur trade laga detey hen tu ho sakta hey next trade men loss ho jay tu profit zaiya ho sakta hey iss liay foran apna profit withdraw karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                    Acha trading experience ho to ap pehly apna capital grow karen ye kher meri personal ray hai lakin loss ka dar ho to.orofit lazmi withdraw le liya jay k jo hasil kiya hai kam az kam wo loss main ma jay r dosri trade open kerny se pehly profit withdraw lena hota hai during trade ap withdraw nahi le sakty akser log account big kerny k liye profit nhe lety r ager account wash ho to sara profit bhi zaya jata hai mene abi taknkafi tak trade ki hain r Alhumdulilah profit main hain sb lakin mera account grow hua r abi mene withdraw nhe lia lakin trading experience na ho to.lazmi withdraw le lia jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                      bilkul karwayen ye ap ka hai aur ap ko apna paisa lene ka poora hak hai is liye bilkul bhi pareshan nahi hona hai ap ne bus mehnat karni hai acha kaam karna hai agar ham ne acha kaam karna hai to hman chahiye ke ham emotions ko control karain ham buhat hi acha kaam kar sakte hain is liye mehnat se ham kaam karain ge to hi ham earn karain ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                        hum es main us wqt profet ko withdraw krwa skty hain jb hum es main apny account ko attatch karty hain forex main hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main boht sa pisa kma kar hum es main bons hasl karty hain forex main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our hum boht sa bons hasl karty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                          Dear profit ko har surat withraw karynn kyun account ka koi pata nahi hota hai kab up and down jo jiye ager acvountange rahy ga or ap apna profit sat sat withdraw kartyr ehyn gue to apko nuqsan bho naho jo saky 10 dollar bji ager ap kay ager profit lo ziyaan nahi kar chaty hain to lazmi withdraw kar lia karyn oe new trade lagyn
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                            G han app nay bahut achy bat kahi hay kun kay forex men yeh hamaray poray mahenay ki mahnat hoti hay is lia hamen is ko withdraw karna chaheay takeh hum apni zaroriyat bis say pori kar saken ur hamen ki kim ki koi bhe dushwari nah ho is lia hamen apny raqam withdraw karna chaheay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit ko withdraw karain ya ni..

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                              Profit forex trading main sary members ni kamaty per Jo ziada Mehnat krty Hain ziada time dety Hain forex ko unko profit earning main koi dushwari ni hoti to arz yeh Hy k agar aap profit kma lety ho to aap ko chahiy k ap sab sy pehly apny balance ko ziada sy ziada kro ta k ap k pas margin ziada ho aur apko koi bi trade loss main chli bi jay to account wash ka der na ho
                              Mujhe han Mere Lal se to profit Govinda laga lena chahie Kyunki yah profit aapke kam a sakta hai lekin Agar Ham bhi nahin lagaenge Dobara se mobile ko track per Laga Denge to ho sakta hai aapka of profit loss mein tabdil ho jaaye isliye Mera Sath hui hai ki tu office lagakar Hasil kar lena chahie bad mein chatting Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X