mayra advise ap logo ke leyai about robot...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mayra advise ap logo ke leyai about robot...
    Meri advice,
    is automated system se dour rahain jub tak ap thek trader and expert nahe bnty.Rebots achy b hoty ha magar unki qeemat 50,hazar se kam nahe hoti.
    Wo ap lay nahe sakty.Ap filhal ak new trader ho,ap market movement ko samjh rahay ho abi apko ye samjh nahe aye gi k konsa rebot kaisy move karta ha and best ha ya nahe.Is liye please stay away from this automated system.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji merer bhi ap ki baat teek ha hume fforex par without rebote k he kam krna chaye q k hum forex par trading k liye proper hard work kr k he success hasil kr sakte han koi robate ki zarorit ni hoti ha
    • #3 Collapse

      Auto trading bohat hi dangerous thing hai aur is se hum market main kafi profit kar sakte hain. Hamesha manual trading hi karen aur is tarah hum ziyada successful ho sakte hain. Kabi bhi greedy ho kar trading na karen ta keh successful hon.
       
      • #4 Collapse

        Dear member,

        Ye apki baat to sahi hai k new traders k liye zarori hai k wo manual trading karain, ta k wo market k rujhan ko samajh sakain or trade lagana bhi sekh jaein, lakin kabhi kabhi reboot use ker sakty hain, achy reboot bhi mil jaty hain jo ziada ter profit daity hain
        • #5 Collapse

          thanks dear for advice, ap ne bilkul thek kaha new commers k liye ap kaw ye thread buhat usefull he thanks dear, and ye bat bhi thek ha k jawb tawk ap ko movement k bare mein nae pataw tw ap kese age jaw sakte go robot le k... :)
          • #6 Collapse

            ap ki baat teek ha hume fforex par without rebote k he kam krna chaye q k hum ta k wo market k rujhan ko samajh sakain or trade lagana bhi sekh jaein
            • #7 Collapse

              mmm ji haan daer aapnay bhut achi advice di hay mager hamay chaiye kay hum robort trading nahi karen ku kay robort trading thek nahi rahti hai is mai hameshaa hi loss hota hai hamay chaiye kay hum manual tarding karen or agay barhain .................................................. ...
              • #8 Collapse

                g bhai ap ka shukrya main bi forex main new hun ur main filhaal forex ko khud sy samjhny ki koshish ker rha hun jub mujhy is ki samajh aey gi to main rebort k baary main sochun ga
                 
                • #9 Collapse

                  ge mary khyal say b hum ko khud trading karni chahye kiu k is say hum ko buht kuch pata chal ha robot to just aik robot ka kam karta ha but hum khud kren gay to buht kuch gain kren gay
                  • #10 Collapse

                    gee han ap ne bilkul theek kaha hai hame hamesha market mai manual trading hi karni chahie or robot wagera ko use nahi karna chahie kun k robot se hame loss bhi ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      ap ki baat teek ha hume fforex par without rebote k he kam krna chaye q k hum forex par trading k liye proper hard work kr k he success hasil kr sakte han koi robate ki zarorit ni hoti ha
                      • #12 Collapse

                        I suggest to all new and old traders that avoid from robots and EAs in Forex until you don't know about the fully system of a robot, because we have to face a big loss because of robot sometimes.
                        • #13 Collapse

                          ap robot na use karna and forex ko ziyada time spend kiya kery takay ap ka experience acha hoga aur ap demo trading bhi lazmi kary kiyon kay market analysis karna bhi bahot lazmi hay forex mein ap acha profit made kar saktay hay lekin loss bhi ho sakta hay isi liye avoid karo aur manual krna.
                          • #14 Collapse

                            Yes you are say the right that the auto trading is not a good.
                            We can face the big losses. We can manage these loss because we are losses the whole money.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              wahi na forex me jo bhe hota he woh kabib bhe ak jesa nahi rahta hamesha is lie hamari jitni bhe learning hoti he woh hamko hamesha kmayab nahi bnati or kabi hamko loss mil jaata he or kabi profit lakin skills hamko bare loss se safe rakhti hen or ham achi earning karte hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X