mayra advise ap logo ke leyai about robot...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    han dear bilkul sai kaha hai hmy dor e rehna chahiyeh esy trading system sy tub e kamyab ho skty hain or jitni mehnat kry gy utna e kamyabi ka chance mil skta hai hmy forex mein kamyabi k leyeh kafi time chahiyeh or teek kaha new ko dor e rehna chahiyeh es sy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      robot bilkul sue na karay aur forex aik riskey business hay isi liye is mein bahot saray traders loss kartay hay aur bahot kam log ,profit made kartay hay isi liye mein is ko ziyada learn karta hon aur ab ,mein aik good trader ban chuka hon aur mein achi earning kar leta hon aur ap bhi kar saktay hay, .
      • #18 Collapse

        Main aap ki baat se agree karta hun keh robots se dor rahen aur hamesha live trading manually karen kun keh manual trading se hi hum perfect decisions lay sakte hain aur profit kar sakte hain. Robots se loss hota hai hamesha aur koi faida nahi hota.
           
        • #19 Collapse

          jee janaab aap ki baat bilkul theek hai robot trading kay faaiday hotay hain lekin nuqsaan bhee hotay hain aik to aap ko mehnatt ki aadat nahin rehti or wo itne costly hain kay har koi afford nahin kar sakta khud mehnatt say trade karna hee best hai i think
          • #20 Collapse

            mera to sab dosto ko yehi mashwara hai ke wo robot use na karen bal ke khud se manual trading karen is se un ka trading experience increase hoga aur wo expert ban jayen ge.
            • #21 Collapse

              Automated trading system ki zaroorat mujhe nahi hai aur chonkeh forex market is risky. so we must have some better strategy then we can make good profit. Always respect the market trend then we can make good profit
               
              • #22 Collapse

                meray khiyal mai robot istimal ni krna chahiye kiyu k is mai ap ko kabi nuqsan hota hai or kabi profit kiyu k jo log apnay sahaliat pe kaam kertay hai wo hamesha kamyab hotay hai or robot ait software hai jo feed kiya jata hai jo k wo us k mutabiq kam krta hai jo bilkul galat hai.
                • #23 Collapse

                  robot ki advice yehi hai ky is ko use na karo aur forex mein sab traders yehi chatay hain ky wo is business mein achi money make kar sakey aur aik professional trader ban jaye is ky liye aap ko forex tips aur aur forex news ko follow karna ho ga tab ja kar aap aik good trader ban saktay ho.
                  • #24 Collapse

                    Auto robo is very dangerous to ur account.... forex trading is all about market sentiments, and robo can not respond to sentiments or news
                    • #25 Collapse

                      g bhai ap ny bht achi thred post ki hy hamain new commer ko abhi rooboot system sy door rehna chye q k hamain abhi forex markit ka pori tarh expernce ni hy hamain nrmal trad kerni chye ta k hamain bhter tur per forex ka pta chall sky
                       
                      • #26 Collapse

                        mein tu yahe kahon ga kay robot use na karo aur mein forex say bahot kuch seekh chuka hon kiyon kay demo trading bahot hi important hoti hay har shaksh kay liye is liye sab ko chyiae hoga kay forex par demo trading karay takay ap forex ko learn karay us ki har cheez ko seekhay and market analysis bhi karay yeh aik bahot acha business hay aap sab kay liye .
                        • #27 Collapse

                          bhai mjhe tu robot ky bady mai kuch nai malum agr ap ko malum hy tu plz ap mjhe bhe bata du shyd mery kam ay jae mai tu new commer hon yahan
                          • #28 Collapse

                            hanje dear bilkul main bhi app ki bat say agree karta hun k robot ko use nahi karna chaheay iss say app ko acha expperince nahi mil saky g aur na he app ka experince bhar saky ga iss lea manual method he sab say best method hai.
                            • #29 Collapse

                              Main to manual trading ko like krta hn,automatic trading sy trader ko koe experience hasil nahe hota our hm nuksan he krtay hain,manual main loss ho bhe jaey to seikhnay ko boht mil jata hy.Jo future main boht profit dita hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                meri bi advice hai ky robots use na kary aap and pir is mein real par trade kartay hain aur demo aur real mein bohat kam difference hai aur greedy sy avoid karni bohat important hai aur discipline sy trading kiya kary is tarah aap professional trader bans aktay hain and mistakes ko as a lesson liya karey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X