kuchh new log jab aapni trade ko open karte Hain to vah kahate Hain Ki Ham jaise hi apni trade ko open karte Hain to hamen loss start ho jata hai trade ko open karne se hamen loss start nahin hota hai balki vah hamara spread hota hai jo hamara negative mein show ho raha hota hai lekin jab hamara spread clear ho jata hai aur market hamare favour mein movement karna shuru kar deti hai to hamara spread ke bad profit start hona shuru ho jaate Hain market se hamen kabhi bhi trade open karte hue loss stott nahin hota
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим