sub laog apni loss ki reason share karein.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    take decsions using your invetsmnt if you will have a good investemnt you will good at taking decisions thats the thing which matters alot and alot
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear is mein mein ny jab bhi loss keye hy to i smein greed ki reason sy hi keya hy lekin her bar ye hi kehta hun k ab nahi karon ga lekin pher karta hun aur loss ho jata hy.
      • #18 Collapse

        Your thread is good that I am face the losses due to greedy. Because I am earn the big money in a trade. Bit I am fail all time.
        • #19 Collapse

          dear hamen forex k business mein us waqat loss hota ha jab ham jald bazi karte hen aur ham dhyan k sath market ko analyse kiye bagher trading karte hen to phir humen loss face karna parta hai
          • #20 Collapse

            is main trade kartay huay loss ki bari waja is main greed hai or dosri ismain aap ko patience rakhna hota hai jo k aap nai karo gay to aap ko is main profit gain nai ho ga or loss k chances ziada hai
            • #21 Collapse

              bhai jan jb men ny forex trading business ko start kia tya to mery pas koi knowledge or experience nahi tha or nna hi men ny demo account pr practice ki thi men ny sirf luck ko base bnakr huge riks ly kr trading ki thi jsi smujhy loss hua tha pr ab mujhy profit hi profit hota hy q ky experience hy
              • #22 Collapse

                mene real account per kaam kiya ur 15000 invest kiye ur mene 11000 ak din mien profit nikala but galti ki ke is ko withdraw nahi krwaya. next day mene boht bhari bhari lots ki trades ki ur thora thora kr ke loss ho gaya ur mera account 0.10 per aa gaya.
                • #23 Collapse

                  mere dost muje aksar jald bazi se loss ho jata hai muje se yahi ak mistake hoti hai baki Allah ka fazal hai muje bohat kam loss hota hai wesay tu loss hony ki bohat se waja hai her kisi ko different mistake se loss hota hai si liye loss hony wali mistake ko note kar lena chahiye ta k next time wo mistake dobara na ho
                  • #24 Collapse

                    g hain g fore xaik bhut cahs km hsisn ismhum ko risk lainu hotu haisn isamin hum ko bhut p4rpfotibe hotuhaisn ismain hum ko eanrin gahshal hotuahisn sievyr goodnbussienss haiosn
                    • #25 Collapse

                      Janab Los hamesha lalach ki.waja se hota he jab hum lalach me koi bari deal kar letay hain or wo trade Los me chali jati he or hum Los me wet Kartay rh jatay hain.
                      • #26 Collapse

                        main nay abi trading shoro nahi ki hai or na hi mujy loss howa hai kiyon k abi mery account main koi bonus nahi hai jb main trading start karo ga tb hi pata chaly ga loss kesy hota hai
                        • #27 Collapse

                          Walaikum Assalam, well my dear friend, aap ki iss thread say sub ko kafi faida hoga aur unhain different ways kay baray mein pata chal sakay ga aur learning ka bhi moqa milay ga jinn ki waja say humein Forex mein losses hotay hain, Forex mein losses kay main reasons mein say lack of knowledge, lack of patience, greedy approach, large lots size and many other reasons...
                          • #28 Collapse

                            Forex traidng main Boaht sya Logo Ko loss Hota HAi Muje Loss Honay Ki wjaa Q kay MAin Koi Expert Trader NAhi Hun Or Wo Ye Thi KAy Mene BAgair isko sikhay direct is main real amount investki or 3 din main hi mera jinta bhi amount tha wo khatam hogaya us kay bad say mene isay seekhna shuru krdiya
                            • #29 Collapse

                              fx ma kam karny k lia hamy mehnat krna ho gi tab ham fx sy acha earn kar sakty han fx ak bohat acha business hai is ma kamyab hony k lia hamy mehnat krna ho gi fx ak bohat acha business hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                amm loss ki reason , , i am new awbi mujhe itnaw time nahin hoa ke mein esa kuch ap logon se share kar sakon , bas i'll try my best , mein knowledge bhi le rahin ho bas experiecne ho jaye tuhraw :)

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                avatar Hooram
                                avatar Sadd5
                                Working...
                                X