Greed kia hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g haan bilkul janab main is kam ko karty waqat is ko injoy bhe karta hoo or is main se pane knowlege ka ezafa bhe karwata ho or is main kam karne se mujhy bohat kuch samj main bhe ata hay or kuch nai maloomat bhe milti hay is lye main is ko injoy bhe karta hoo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Greed ka matlab lalach hoti hai aur jab hum market se tez profit nikalna chahte hain to big lots use karte hain greedy ho kar. Lehaza hamesha greed ko avoid karen ta keh market main consistent profit kar sakein. Is se bachne ka tariqa ye hai keh hamesha small lots aur small leverage rakhain to account control main hi rahe ga.
      • #33 Collapse

        Greed insan ke andar ki wo feeling he jo profit kamane ki hawas ko ziyada se ziyada brha deti hen then insan ko is ki waja se loss ho jata he.
        • #34 Collapse

          Dear is busis me greed ye ha k hm is business me kam waqt me zyada earn karny k chakar me apni investment bhi loss kar jaty hain jis ki waajah se hm kafi bari bari lot size laga daity hain zyada profit k liye ye sb is business me greed khelata haa..
          • #35 Collapse

            Actually, overconfidence invites greediness or you can say that greediness invites overconfidence. There is a close relationship between overconfidence and greediness. Confidence is good and essential for doing Forex business, but when the trader gets overconfident or greedy he takes wrong decisions with illogical thinking.
            • #36 Collapse

              Greed to wo jazba he jo forex trading min humare nuqsan ka sab se bara zimedar he aur ye humari apni ghalati bhi he k hum greed k asar min rehte hue trading karin humin bas sabar ka daman na chorin to hum greed pe qaboo pa kar apne profit k ratio ko barha sakte hin nahi to hum loss hi kar jate hin es karobar min greed k asar min rehte hue.
              • #37 Collapse

                greed lalach hoti hy jo nhi krni chayie aur forex sab kay liye hay is ko poor people bhi kar saktay hay lekin un ko forex ko seekhna hoga, takay woh forex ko underrstand kar sakay is tarha woh profit made kar layn, gyn aur woh demo trading bhi lazmi karay takay practice kar sakay aur achi ,earning kryn .
                • #38 Collapse

                  Greed is the biggest threat fro a trader and it means when you get profit and want to trade gain again. Then you will loss even your capital.It is bad for forex like other fields of life.
                  • #39 Collapse

                    greedy lalach hai aur forex aik risky business hay aur is mein ap ko loss ho sakta hy isi liye ager ap loss say bachna chatya hayn tu ap ko chayie hoga kay demo practice karay kiyon kay is say ap ka knowledge and experience acha hoga aur then ap achi earning kar sakay gayn .
                    • #40 Collapse

                      Greed ye hy k jb apki trade lgi ho ap or lalch or mzeed earning ki koshish krte hen to loss ho jata hy is liye jtna bhi mil rha hy usi pe khush rhen to bht acha hoga apkay liye.
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibasif پيغام ديکھيے
                        imprtant question about good traiding
                        doston mera swal hy greed kiya hy or ye kesi paida ho jata hy ?
                        Es sey bachney ke tareqy kon sey hain?
                        Hamey trade kartey wqt kin baton ka khiyal rakhna chahye jis sey loss na ho ?
                        this is the thing i mean that is natural in a person i mean when a person a lot of profit then he or she will become greedy and want to make his profit huge so this would be bad thing just avoid it...
                        • #42 Collapse

                          hello assalam u alikum bhai!! kia haal haio ap ke?? merey khayal sy to greedy wo hai jaisey ke ap ko trora sa prifit hoa forex main to ap ko us akhta lalch agai ke bhai mujhey uitna profit ho gaya ab mujhey or prfit lena chahioye...
                          • #43 Collapse

                            dear forex ma greed yeh hy k ap bary bary volume ki trade laga dety ho aur phr yeh sochty ho k profit ho gia to ma aik dam ameer ho jahon ga par es hota ni hy aur ap apna pora ka pura account he loss kr dety ho
                            • #44 Collapse

                              bhai jaan greed ya hy hm apny knowledeg ko daikhy bgair apny experience ko daikhy bgair he bary investment laga k trade kar k km wkt me acha kama kar rato raat ameen banna chaen ... iss sy siway loss k kuch nhi milta hy bhi jee ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                The meaning of greed is in Urdu is lalach and lalach buri bala hai Jo shakhs lalach krta hai woh tabah hota hai Aur yeh aesa business hai jis men lalach ki gunjaesh nhi hai es business men apnay dimag ka estaemal kren Aur koshish kren k Etna invest kren k jitna ap loss bardasht kr saken pehle kabhi profit ka na sochen agr aesa krengay to automatic lalach aaegi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X