Greed kia hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Assalam O Alaikum, Mere khayal main greed se bachnay ke liay hum log kam volume ke sath ek time main sirf ek hi tarde keren aur kabhi yeh mat sochen keh ek aur trade laga den gay to aap ka profit achha ban jaey ga. Ek trade ko complete keren aur phir plan se doosri tarde karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      greed lalach hoti hy jo hm sb m hoti hy k money more and more to ye chez loss b krwati hy hm sy ye achi cheez nai hoti es sy ap dor he rahyn to ap sb k leay best rahy ga
      • #63 Collapse

        ham forex k business mein jab profit earn karte hen to is se humen mazeed greed peda hota ha aur humen chahiye k ham aesa na Karen balkay hum apne greed ko control main rakhen to phir ham zaror kamyab ho saken gay
        • #64 Collapse

          bhai greed yani lalach hai greed jab paida hoti hai jab ham profit banatay hein or wo hamary liye enough nahe hoty ham chahtay hein ziada profit kamana isliye ham bari lots lagaty hein is ka matlb ye hai k ham lalach kar rahy hein.
          • #65 Collapse

            Greed is the dangerous in the forex trading business and can make the trader loser, due to greed trader can fail in the forex trading business so every trader who really want to get the success avoid the greed...
            • #66 Collapse

              Dear hunger to make money in very short time.greedy people's want to earn maximum profit in a short cut way.
              Greed is a very dangerous element in Forex trading we need patience while trading.we can avoid lots with patience.and experience and knowledge about trading.
              • #67 Collapse

                well my dear friend, greed ka matlab lalach karna hota hai aur Forex trading mein greed kisi bhi trader kay losses karwanay ka aik main factor hota hai, kyun kay trading kay time humein bohat dafa aesi situations face karni parti hain jab hum mein greediness aa jati hai aur hum ye sochtay hain kay ager hum apni trade ko double kar dain tou hum double profit earn kar saktay hain aur yehi wo mistake hoti hai jo kay hamaray losses ka sabab banti hai...
                • #68 Collapse

                  greed lalach hai aur forex mein sab log trades kartay hain aur forex mein luck aur aap ka experince both chalta hia daily aap ko profit aur loss hota hai is business mein so yeh laga rehta hia sab sy bara weapon aap ka aap ka experince hia aur forum par mein work karta hoon aur bonus earn karta hoon bohat interesting hai yeh.
                  • #69 Collapse

                    greed lalach ko kaha jata ha jiskay dhokay mei akar traders loss kartay hain kyun kay greed ap ko khrab karti ha insan phir planing par trade nahe karta greed loss deti ha
                    • #70 Collapse

                      bhai greed ye ha k agar ap ko kisi trade main profit ho raha ho tw tw kehty hain k abhi close nae karta thora aur profit a jaye ha wo thory aur profit k chakar main jo profit mil raha hota ha wo bh loss main chali jata ha is sy bachny ka tariqa ye ha k ap analysis kr k tp lga dain aur phr wo tp change na krain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #71 Collapse

                        Greed ko urdu main laluch kehty hn jo ke almost her insan ki nature main moujod hy insan kisi bh halet main khush ni rehta forex trading main ye term use hoty hy greed forex trading main bahut harmful hotu hy
                        Signature removed by moderator

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X