Internet speed ka masela

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Mery dost abhe to internet ki speed ache mil rahi hai koin k hum sim k oper bhe jo use ker rahy hain wo 3 G hia our ager aik sim pay masla ata hai to ap network change ker k check ker lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Kiok forex trading aik online business hy aur forex trading ko karne k liye net ki zaroorat hoti hy aur net ki speed achi ho tu forex trading ko aasani se kar saktay han kiok trade close karne aur open karne mein achi speed se koi masala nhi hota lakin is ka forex trading mein loss aur profit ka speed se koi taaluk nhi hy kiok loos aur profit tu trade open karne se hota hy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        sir baat ya ha kay forex ma ziada internat ma speed nai chahiye sirf itni honi chahiye qk ap forex ma pay tarding kr saky lakin apka net disconected nai hona chahiye qk usay ham market say thori dar k liye cut ho jaty ha islay apka net acha hona chahiye takay apki tarde ma koi masla nai ho saky

        اب آن لائن

        Working...
        X