Internet speed ka masela

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Internet speed ka masela
    Forex trading aik online karobar he es karobar min loss aur profit bhi hota he hum jab bhi loss kar jate hin to humin chahye k hum loss hone ki wajohat ka jaeiza lein yahan main apke samne aik new sawal rakhta hon kiya internet ki speed bhi humare loss ki zimedar ho sakti he?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Internet ki speed ka tez hona lazmi hai kun keh jab order ko instantly execution karna ho to tez speed zaroori hai warna trade time per close nahi hoti aur hum loss kar dety hain. Lehaza market main achi strategy talash karen ta keh successful.
    • #3 Collapse

      internet ki speed be is may amtter karte ha agar ap loss may ja rajy ha to foran se ap is ko close ne kar pa raha due to connection probelm to ap ko loss ko face karna parta ha ....
      • #4 Collapse

        Nahi speed ka masla nahi hota na hi trading ka issue he is se wese bhi is ke lie koi ziyada speed ka hona zarori nahi he han agar bilkul nahi chal rha to ho sakta he.
        • #5 Collapse

          Assalam O Alaikum, g han bhai jan jab tak aap ke internet source ki speed achhi nahi hogi aap ki trading bhi theek nahi ho gi. Internet ki speed hi aap ke trade terminal main market ki movement aap ko per second show kerti hai. Agar uss main problem ho gi to aap trading kaisay keren gay.
          • #6 Collapse

            I am say that our internet is speed good. Secondly, if we are feel that speed is not a good then we are change it or request for the improve of he quality. In this way our net is good working.
            • #7 Collapse

              actually internet speed ka koi impact nai hota trading per kuinkay net kay through hum jub order submit kar dety hain to tub trade per depend karta hay and agr internet speed slow ho gi to is say ap ki trade open hony and close hony main kafi time lay gi so net speed kam is kam 512 kbps hona chaye
              • #8 Collapse

                Yess forex trading main internet ki speed ziada se ziada honi chahye kiyo k is tarah ap ko trading main koi problem bhi nai ho ga aur achi traah ae trading kr sken gy but agr speed slow ho gi to ap theek tarah se trading bhi nai kr sken gy.
                • #9 Collapse

                  Bhai jan ap ne thik kaha he ke internet ki speed tez hona bohat zarori he wo is liye ke hum koi ordar place karte hai wo instantly ho jay aghr internet slow ho ga tu ap ka ordar instantly place nahi ho ga lihaza internet ki speed tez hona bohat zarori he forex me
                  • #10 Collapse

                    to be consistent trading profits I think it still needs a lot of time. especially for me who was new to forex, although it is still sometimes profit sometimes loss. if that mean it is consistent profits trading profit on mending loss never forget it. who's ever loss. want to master professional would want what there is also loss. although the most important thing we get loss, accumulation of profit is still greater than the accumulated loss that was very unusual.
                    • #11 Collapse

                      han kai bar hota hai internet ki speed ka masla ajata hai ap bus is work main kamyabi hasil karen aur is main mehnut karen gen to hi ap ko success bhi mile gi aur kamyabi bhi mile gi
                      • #12 Collapse

                        internet speed bht matter krti hy bcz koi bhi aj kal buisness hy chahy ju bhi ho or khas kr forex ka tu kam hi internet ky throw hy so ap ko forex ky kam or trading ky liyay aik axhy speed waly net ko bht zrorat hoti hy.
                        • #13 Collapse

                          assalamoalekum bhai jaan ap ny bht achi thred post ki hy Internet ki speed ka tez hona lazmi hai kun keh jab order ko instantly execution karna ho to tez speed zaroori hai warna trade time per ni lagy ya cloz na ho to loss ho sakta hy
                          • #14 Collapse

                            internet speed ka masal humaray pakistan mein kafi ziyada hota hai kyn kay baaz okat speed bhot kam hoti hai jis say trader posting jaldi nahi ker pata jis say bari muskil hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han ya boht hi acha sawal ha ap ka r is ma is bat ka khayal rakhana chahya k ap ka net speed na sahi hona chahya agr asa nai ho ga to ap is ma loss to lazmi karo ga r mana kya b ha is ki wjha sa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X