Jo Dar gaya wo Mar gaya.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    jee brither forex main derna nahi chaiay ismainehnat se kam kertay rehna hai ismaon loss bi ho ga or profit bi har hal main is k ko kerna hai derna nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Forex trading min market to har waqat hi movement pe rehti he aur hum agar right time pe trade karin to hum kafi bari earning bhi kar sakte hin es business se aur hum right time ko choose kar k jab bhi es business min work karin to hum kafi bari earning karin darne se kaam nahi chale ga.
      • #78 Collapse

        timing and long span of trading, reflecting professionalism traderna.* good trader is pegged time, when making a transaction. market what it chooses.* so that the effective time and not just waiting chart Hais only.
        • #79 Collapse

          Ji han to some extent its right k Jo log dar dar k kaam karnay hain WO hmaisha peechay reh jatay hain or kabhi BH kamyab NAE ho sakty lakin iska mtlb yeh bilkul NAE k ap over confident ho k apna nuqsan kea lain
          • #80 Collapse

            app ne akk good baat ki he or me app ki baat ko agree kerny ke sath sath like bi kerta ho kiun ke pakistan forex forum per app agher pakistan forex forum ke kam se darty he to app pakistan forex forum p-er loss ho jaye gay is liye app pakistan forex forum per itminan se ka mkery or app pakistna forex forum per mehnet kery ...
            • #81 Collapse

              assalamo alaikum g bhai jan loss or prfit 2no business ka hissa hain or is ko lekar humen har nahin manni chahiye q k jo dar gaya wo mar gaya
              • #82 Collapse

                You are absolutely right ,loss and profit go side by side in this world.koi b business is dunia me aisa nahi jo sirf faida he faida day her business main nuqsan b hota he chahy koi koi kitna bara business man q na ho is liay insan ko himat nahi harni chahiay balkey hamesha agay ki tarf daikhay.
                • #83 Collapse

                  forex aik bzns h jo k her koi is per kam kerta h per is m buht mehnat h or buht se log is per mehnat kerne se derte hn or kam ye chor k chle jate han or is per jo der gya womer gya is per kam wo log kr skten hn jo zada hrd work kerte hon
                  • #84 Collapse

                    g bhai sahi kaha hai aap ne yahan per forex trading main jo dar kar trading karta hai wo sirf loss hi karta jaata hai aur jo nadar ho kar iss main risk leta hai wohi iss main successful ho jata hai. Bas itna hai keh iss ka proper knowledge hasil kia jaey aur iss main practice ki jaey.
                    • #85 Collapse

                      ha g janb,,,bilkul shai kaha hay apop nay jnab...mai aoppp ki is bata say mukamil tor par agree hu jnab,,,hamrai real life main bhi esa hi hota hay jnab
                      • #86 Collapse

                        is main koee shak nahain k karobar main der rakhain say profit earn nahain kiya ja sakta der na rukhnain k sath sath experience b bohat zaroori hai
                        • #87 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pakpost22 پيغام ديکھيے
                          Forex trading aik karobar he jis min hum jab ate hin to humin umeed hoti he k hum es karobar se kafi bari earning kar sakte hin aur demo account min bhi hum kafi profit show karte hin magar buhat jald humin andaza ho jata he k ye karobar loss bhi deita he phir loss ka dar shoro hota he. Main samjhta hon jo es karobar min loss se dar gaya wo mar gaya yani sirf us ne nuqsan utha liya.
                          Main is baat se agree krta hu k forex main jo dar gya wo mar gya,,forex main profit bhi hota hai or loss bhi or agr loss ho jae to frustrate nae hona chahiye baalke apna analisys krna chahiye k trade krte waqt ap se kahan pe mistake hui hai,,forex main nakami se kbhi darna nae chahiye,,nakami ko apni kamyabi ki pehli seerhy bnana chahiye...
                           
                          • #88 Collapse

                            i am agree to you k business koi b ho us main aap ko profit ya loss to hota rehta ahi is liay is main aap ko agar loss ho jay to aap ko tension nai laini chahiye or trade karna chahiye
                            • #89 Collapse

                              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading ka business ho ya phir koi aur business ho uss mein humein profit aur loos tou hota he hai lekin ager hum apnay profit honay pey happy hotay hain tou humein apnay loss honay pey sad hona chaheay lekin uss ko mind say wipe out kar kay future mein aesi mistake say bachna chaheay aur positive result avail karnay ki koshish karna chaheay...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                hahahahah what a good dialogue sir jo dar gya wo mar gay and ji ham to soldier han jo kabi nai darty :) well sir off couser we should not be afraid of loss but it does not mean that we take a high risk and loose all our capita that will also be insanity in the trade.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X