Jo Dar gaya wo Mar gaya.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes forex mein darna nahi chayie aur forex mein knowledge say ap ko success ho sakti hay lekin success hasil karna bhi asaan nahi hota hay and forex aik acha business ap ko forex mein experience lazmi get karna chayie kiyon kay is mein loss bhi ho sakta hay isi liye tu yeh risky business haey ap bilkul afriad na ho .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han dear bilkul hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyabi mil skti hai hmy bht mehnat krna perti forex mein kamyabi k leyeh hmy chahiyeh k achy sy kearn kry jitna zauda sy zaida ho sky or darny ki koi bt ni hai mehnat krni bus
      • #33 Collapse

        jee jee jnaaab aap ki baat bilkul theek hai hamain forex mein trading mein kaam karnay kay liye bohot hoslay or himmat ki zaroorat hoti hai darnay walay yahan klaam nahin kar saktay hamain darna nahin chaihiye
        • #34 Collapse

          Erey Bhai Eh to kahawat hey k jo dar gia woh mar gia . Aur Forex jesy trading meyn to dar nahin bal ktjruba aur himmat sey kam karney ki zaroorat hey. jo himmat karta hey wohi kamyab hota hey eqinan.
          • #35 Collapse

            hanjee i am agree with you apne bilkul sahe kaha hai.. profit loiss to her business mai chlta reht ahai e sliye agr kahien los sho jaye to hmey sad nahe hona hhayie blky or mehnat krni chahyie
            • #36 Collapse

              These are the most common mistakes made by the beginners. Beginners absolutely need a good counseling as they enter in the market. Most of the people are afraid to investing a lot in the beginning days but still they want to earn a lot at once. Definitely thinking to investing less is not bad idea at all but expecting for the huge at once will not lead us to anywhere rather than loss. So by investing less, people take a huge leverage thinking of making huge profit. But in the beginning, they lack the idea and experience due to which they can't get control their trade with huge leverage and ultimately get into loss.
              • #37 Collapse

                I agree with you, we should not trade with fear, we should must be confident while we are trading in Forex trading market, because if we will not trade with confidence then we will not be able to make profit with Forex trading market.
                • #38 Collapse

                  karobar business men los and profit to hota he but loss ki man waja ap ke pas experience or knowledge ka na hona he.agar loss hota he to bhi ap ko harna nahi chaie hard working karen ap successful ho jaen ge.
                  • #39 Collapse

                    mera toh yhi man;na he ke kabi bhe himmat na haren or jab ham kaam karne se pahle hi dar jaate hen toh phir mazeed ham us kaam me achi trah kaamyaab bhe nahi ho paate is lie drane wale kabi bhe success nahi le pate is lie khud ko acha banane ke lie risk lena hota he
                    • #40 Collapse

                      bikul theek bat hai hamen himmat say kaam lena chaiay or darna bilkul bhi nahi chahiay forex me agr hum kaam na kren is bat kay dur say kay humay loss ho jaey ga to ye glt bat hai ...
                      • #41 Collapse

                        its write but in my opinion its too much risky too because if the fear goes and the trader do the trade with out any fear of washing out all the capital then its not good for trader,s capital.
                        • #42 Collapse

                          assalmu laiakum bhai g mere khayal me forex me logo ko ana nahi chahiye jin k pas sabr na ho aur wo jal bazi se kaam karne k aadi ho wo sab nakkam hai forex me bas forex sabr mangta hai
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pakpost22 پيغام ديکھيے
                            Forex trading aik karobar he jis min hum jab ate hin to humin umeed hoti he k hum es karobar se kafi bari earning kar sakte hin aur demo account min bhi hum kafi profit show karte hin magar buhat jald humin andaza ho jata he k ye karobar loss bhi deita he phir loss ka dar shoro hota he. Main samjhta hon jo es karobar min loss se dar gaya wo mar gaya yani sirf us ne nuqsan utha liya.
                            aap ki baat kafi had tak theek hay lekin is ka ye matlab nahi kay aap real ko bhi demo ki tarah karna shuru kar dain warna phir bhi bht loss ho ga
                            • #44 Collapse

                              mein aap ke baat say agree hoon forex trading aik real business es mein hum ko profit bhe hota hay aur loss bhe aggar loss ho jay tu us say darnay kay bjay ye deikhein k loss kes waja say ho hay knowledge aur experience say us mistake ko dor karnay ke koshash karein tu hum es mein kamyab ho saktay h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                suna to sab ny hi hoga ky jo dar gya wo mar gya yeh kahawat yahan bohut best bethti hai kyun ky is mein choty dil walon ka koi kaam nahi jo dar gya wo mar gya
                                 

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar Ayn
                                Working...
                                X