greed is big enemy for us

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed is big enemy for us
    ASLAM O ALAIKYM ma apsa ya kehna chahta hu ka greed ap kabhi bhi mat kerna q ka greed jo bhi aj tak kerta aya hai usko faida ka badla loss ka siwa kuch bhi nahi mila so dont be think to do greed :( :( :( :cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Walaikum Assalam, well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, forex trading mein lack of knowledge aur inexperience kay baad jo sub say dangerous cheez hai wo greed hai, iss say hum apna aur apnay work dono ka nuksaan karwatay hain, greedy trading ki waja say hum apnay honay walay profit ko bhi loss mein convert kar detay hain...
    • #3 Collapse

      Assalam o aliakum all friend yeh bt bilkul such ha k trading man greed hamari sub sy bari dushman ha.jb b hum trading krty waqt greed kry gy to humien bht bara loss ho ga jis ki waja sy hum apna sara deposit kho dty hn
      • #4 Collapse

        Bilkul sahi baat hai, or jo log lalach kerty hien wo na sirf loss kerty hein balky wo apna earn kia hoea profit bhi loss ker jaty hein is leiy ap ko lalach nhi kerna chahiey ,or patient se work kerna chahiey,
        • #5 Collapse

          Well all my brothers you are absolutely right greeb her trader ki dushman hai is ko avoid kerna lazmi hai werna is he ki waja sai ztada tar trader loss ker k is ko choor dety hain.
          • #6 Collapse

            G Ha is mein koi shak nai hai Greed bohat hi big Enemy hai hum sub traders ki or agar hum greed ko control nahi kerte hain apni trading mein to hum ko trading mein bohat losses greed ki waha se mile gey or humari trading end ho jaye gi greed ki waja se.
            • #7 Collapse

              g ahin atrding main humra sab say bara doshman hain greed kuok es say hi huamty trding main bohat hi loss hota hain
              • #8 Collapse

                I have really realized that greed is dangerous as I was getting low profit on my own and I was just thinking what to do? but I thought I could get big profit by a pamm trader but this was just greed. because that trader was getting big profit. So I decided to get profit too by investing with him. as he was making big profit with low profit. but in the end I had to face a big lose.
                • #9 Collapse

                  g dear asa he hay greedy nah karni chaiya kuy ka greedy karna sa hasil kuch nah hota ulta loss ma banda aa jata hai is lia greedy ka fida nah jo ae wo lae lae to zada acha hay
                  • #10 Collapse

                    jee bilkul theek baat hai pakistan forex forum mein trading mein hamara sab say zeyada barra dushmann jo hai wo siraf aik hee hai or wo sab say barra dushman laalach hai jo hamain aagay nahin barhnay daita
                    • #11 Collapse

                      ji han mere bhai ap ne bahot hi achi aur sachi baat ki hae k greed is our enemy kiunk forex trading mein loss hone ki wajuhaat mein se ye greedy hona aik bari waja hae.
                      • #12 Collapse

                        gee han greed karna kafi nuqsaan de ho sakta hai is lie hame kabhi bhi greed nahi karna chahie balke hme hamesha low profit ko hi accept karna chahie tab hi ham achi trading kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          ha g bilkul aisa hia greed toh bht prob create karta hai hai aur yeh hota bi haar innsaan mein hain....hamien is py kabou pana chahiye...
                          • #14 Collapse

                            ye baad aap ki teeek he q k baaz ouqaath market bohot movement kr raha hotha he tho trader k ak do trader mi musala profit mil jatha us k ne apna daila ka target achive jaldi kr liya hotha he lekin market movement ko dek kr us k deel me greed padai hotha he tho zyada trader laghanay ki koshish ap profit bhi loss kr jatha he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              greed is important to make money in trading .. its provoke to trader invest the more capital for the getting high amount by the trading

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X