greed is big enemy for us

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g bilkul lalach to sb se bari dushman hia forex mein aur ye hi apko loss ki taraf le kar jaati ahi ais liye apko chahiye ke ap apne tradign plan ke hisab se tradign karen aur us se bilkul hi haten nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k yeh business bohat he risky business hai and issi liye hamain chaye k hum is business main greed se avoid karain and than he hum loss se bach sakty hain.
      • #33 Collapse

        Do not think that the size of the trading position and sense of professional responsibility grow in proportion to the practical experience on the market.
        • #34 Collapse

          Greed forex trader keleye sub say bari enemy hai aur isi greed say hi hum forex trading par nakam ho jatay hen aur humem loss ho jata hai is leye humen chaheye kay hum greed say bachen
          • #35 Collapse

            Yes of course that you are say that the greedy iscthe big eny. We are leave the greedy and we are earnbte money regular. We are successful trader.
            • #36 Collapse

              forex trading mai greeds karne per humay just loss he ka samna hosakta hai forex aik aisa business hai jis mai humay forex trading mai humay har lehaaz say patience say he kaam karna hota hai jis ki waja say hum greeds say bach sakte ha and forex trading mai humara sab say bada dushman he greeds hota hai jis ki waja say humara profit loss mai cover hojata hai
              • #37 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kareen agr hmen loss se bachna ha tu
                • #38 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakrta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen agr hmen loss se bachna ha tu
                  • #39 Collapse

                    yes dear ap greed ko big enemy b keh sakte ho q k jis ne b greed k sath big earning ki koshish ki hai un mein se ziada tar ko loss hi hoa hai is liye jb b trade lein proper analysis k sath na k greed ki madad se
                    • #40 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexrehmat پيغام ديکھيے
                      ASLAM O ALAIKYM ma apsa ya kehna chahta hu ka greed ap kabhi bhi mat kerna q ka greed jo bhi aj tak kerta aya hai usko faida ka badla loss ka siwa kuch bhi nahi mila so dont be think to do greed :( :( :( :cool:
                      yes bro buht s alog greed ki he waja sa loss kya wo log apna pra pora ka pora accoutn he wash krwa lety hian tu kam s akam chalya krin no greed plz requet
                      • #41 Collapse

                        brother Salam meine bohut sarey posts dekhien hain yahan jo greed key mutaliq hain har koi yeh kehta hai k greed nahi karna chahiya aur greed se humein bohut nuqsan hojayeg magar ajj tak kisi ne b asay solution nahi bataya k akhir humein kia karna chahiya jis se hum greed se bach sakien.
                        • #42 Collapse

                          g han forex trading mien greed hamari bohat bari enemy hia aur apko chahiye ke is mein ap apni greed ko control karna seekhen aur is mien ap kabhi bhi greedy nahi hon agar greedy hokar trading karenge to apko phir big loss hoga.
                          • #43 Collapse

                            forex ke market mai aksar aisa hota hai ke trader jo hai woh greedy ho jata hai market mai.app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen aur lalach nahi kerahe.
                             
                            • #44 Collapse

                              greedy hone se trader ko he nuqsaan hota hai market mai.isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai greed se bache aur koish kerahe ke kaam risk and reward per kaam kerahe. market mai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex main aap ka sub bara enemy greed ko samjha jata hy. Maximum log is waja sey loss uthatey hain keh woh greed ho jatey hain aur big profit ka lalach krna shruoo kr detay hain, jis ki waja sey big loss ho jata hy. Is business main loss ki ratio profit kil ratio sey buhat ziada hy, is leye hamain trading key doran ziada profit ka lalach nahi karna chaheye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X