Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

    ji han aapane sahi kaha hai hamen loss ho ya profit mein jyada se jyada kam karna chahie aur mehnat karni chahie business mein last to hota Hi rahata hai last business ka hi party is real or se pareshan hone ke baje usko recover karne ki koshish karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

      Forex trading mein hamen Apne emotion per control karna padta hai nafa nuksan har karobar ka isa hai Forex trading mein Ham jitni practice karenge demo account per utna hi hamare knowledge increase hoga Forex trading ke sath Pak forum ko bhi time Dena padta hai ki agar hamara account wash bhi ho jaaye to hamen pak form per kam karte Rahe ta ke next month hamara bonus aa jaaye aur ham dobara se trading kar sake aur himmat Karen acche ki ummid rakhen.
      • #18 Collapse

        Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

        Thek kaha ap ne hame loss ho ya profit ho hame mehnat karte rahna chahiye mehnat karte raho ge to apko aik na aik din zaroor kamiyabi mile gy bohat se log loss ki wajah se mehnat karna chor dete ha jis ki wajah se unko nakaami milty ha lekin agar ap mehnat karte raho ge to apko aik din kamiyabi bhi mile gy
        • #19 Collapse

          Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

          agar aapko loss ho ya FIR aapko profit Ho Soya aap per hi depend hota hai ki aap kitni acchi tarah se working kar rahe ho aapki working jitni jyada acchi hogi aapko itna hi jyada profit bhi hoga aur aap lost se bache paye Gaye agar aap apne aap ko last se bachana chahte Hain to uske liye aapko acchi tarah se working karni hogi
          • #20 Collapse

            Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

            Chahe Hamen nuksan ho ya profit Ho Hamen mehnat Karte Rahana chahie Forex trading business Mein Jab tak Ham smart working Nahin Karenge use Waqt Tak Ham kamyabi Hasil nahin kar Sakenge smart working Kisi bhi field Mein karna bahut Jaruri hota hai Forex trading business mein bhi Hamen smart working Karni chahie acchi profitable trading strategies create Karni chahie aur Chhoti Chhoti 17 per Amal karna chahie
            • #21 Collapse

              Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

              Assalamualaikum ji friend forever Business mein Hamen Chahe Los Ho Ya prapt Ho donon condition Mein mehnat Karni chahie Agar loss Hua Hai To Hamen chahie acchi experience ke sath mehnat Jyada Karen Dil lagakar kam Karen Taki Hamen Achcha profit Hasil ho aur ham forex business Mein Kamyab Ho jaen forex business Duniya ka number Van business he Humko chahie ismein mehnat Jyada Karen aur kamyabi Hasil Karen
              • #22 Collapse

                Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

                Chye loss ho ya profit hamy dono condition mn har nimanni chye hamy chye hum dil lga ka forex mn kam kri agr hamara ps bonus kam ajta ha to hummy chye k hum or zyada mahnat kri or zyada si zyada bonus hasil kri islye hamy har ni manni chye q k umeed pr he dunya qaim forex ko zyada si zyada time de or axhi or new posting krni ka koshis krii
                • #23 Collapse

                  Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

                  jee han dear ap ne bilkul theek kaha forex main loss ho ya proft hmen dono ko accept karna chahiye or un se mazeed kuch na kuch sabaq hasil karna chahiye agr ap ko kabhi loss bhi ho to ye ap k liye behtar hai kiun k ap apni ghaltyon se bohat he ziyada seekh sakty hain utna ap apnay profit se nai seekhty jitna ap apny loss se seekhtay hain jab hum loss k bad trading karty hain to hum bohat he dhiyaan k saty signals ko achi tarah read karnay k bad trading karty hain or iss tarah hmen phir loss k bohat he kam chance hoty hain or hum aik acha profit kama sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Chahe loss ho ya profit donon condition mein mehnat Karen

                    jee han dear ap ne bilkul theek kaha forex main loss ho ya proft hmen dono ko accept karna chahiye or un se mazeed kuch na kuch sabaq hasil karna chahiye agr ap ko kabhi loss bhi ho to ye ap k liye behtar hai kiun k ap apni ghaltyon se bohat he ziyada seekh sakty hain utna ap apnay profit se nai seekhty jitna ap apny loss se seekhtay hain jab hum loss k bad trading karty hain to hum bohat he dhiyaan k saty signals ko achi tarah read karnay k bad trading karty hain or iss tarah hmen phir loss k bohat he kam chance hoty hain or hum aik acha profit kama sakty hain or agr kabhi hmara loss se samna nai hua to hmeshaa loss k liye hmen tyaar rehna chahiye jiss tarah hum profit leny k liye har waqt ready rehty hain iss se hmen bad main zehni tenshion nai ho gi or apka mind har cheez ko accept kar sakey ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X