Forex trading min bhadri
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    foreign currency mein ap ko bahadri krni hogi aur foreign currency condition ap every single day income produced kar saktay existen ager ap foreign currency condition knowing nahi karo gay tu phir ap foreign currency mein decrease ho saekta existen isi liye tu mein stomach is really ko baht time period deta hn aur knowing karta hon takay mera mustakbil lively ho aur ap foreign currency condition kisi limit kay begair producing kar saktay haey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee dear apne theek kaha forex business bht zabardast business he or har karobar men success or loss ka ahtimaal rehta he agr forex business men loss ho jae tu hamen sabr se bardasht karna chaye yahi sb se bari bahadri he
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Exmeposters پيغام ديکھيے
        Forex trading aik buhat hi zabardast aur profit deine wala karobar he es karobar min loss aur profit dono mojod hin aur es karobar min risk of lossing our money bhi mojod he. Main ap sab doston se aik bat kehna chahta hon k forex trading min wo log hi kamyab hote hin jo apni raqam pe risk leine ka hosla rakhte hin aur bahadur hote hin k agar loss ho jaei to us ko bardashat bhi kar lin.
        dear member forex mein ap ko bahadri krni hogi aur forex say ap daily profit made kar saktay hay ager ap forex say learning nahi karo gay tu phir ap forex mein loss ho saekta hay isi liye tu mein ab is ko baht time deta hn aur learning karta hon takay mera mustakbil bright ho aur ap forex say kisi limit kay begair earning kar saktay haey ........................!
        • #19 Collapse

          Sahi kaha forex trading ek risky business he.eh business jitna jyada risky he utna hi jyada profitable he.To hamko is bussiness petence rakhna chahie kiun ki agar hame loss bhi hojae to ham use accpet karsake.Kiun ko forex me loss or profit dono he.
          • #20 Collapse

            G bilkul forex ma loss hona ka chance be zeda hote hain forex ma kam karna k lia badhar hona b zarori hota ha is ka bagair ap kam nai kar sakte hain agar ap ko loss ho gia too ap ko fedup nai hona chaye balke badri k sath kam karna chaye q k badri hi sa ap kamyab ho sakte hain. lakin agar ap fedup ho ga too ap kabi b earn nai kar sakte hain.
            • #21 Collapse

              Jin logo kay pass acha knowledge aur acha analysis hota hia wo log is market main zaroor successful hote hain lehaza hamain chahiye keh is market main hamesha achi strategy hi adopt karen ta keh successful hon.
              • #22 Collapse

                ap ny theak kaha ha ap sub logo ko ye to pata ha pasa hath ki mail ha to ham los us k jany ka ofsos karty hain .hamay afsos nahe karna chae ha bal k hamay hosly sy kam lana chae ha aur business ma wohi log kamiyab hoty hain jo risk lana janty hain
                • #23 Collapse

                  forex trading main ap ko bohat profit hasil hota han . forex trading main ap ko planning k sath investment karna chahy kuk is main agar ap ko fada hota to is k sath loss ka bi dar hota han. forex trading main profit hasil karna koi badhri ka kaam nahi bulk ya ap ki mehnat han forex trading earning asan bulk is ko aik strategy se kary to profit hi ap ko milta han
                  • #24 Collapse

                    yes dear brother..........forex trading business kaafi profit denay wala business hai .........jis ki waja se logo ka trend yaha pr zayada hai .........lakin successful kam hi hoty hai .........
                    • #25 Collapse

                      jee han bhai jee forex trading aik bohat he profitabel biusiness hai iss me hume bohat c bahaduri sy kaam krna prta hai q k baz oqat hum thek kaam kr rhy hoty hain uss k ba wajood hume loss ho jata hai tb hume shoq lgta hai k ye kesy hoi gea usski hume bohat zeada tenshan hoti hai agar hum bahadur hon gy tb he loss ka samna kr paen gy
                      • #26 Collapse

                        Forex trading me har koi bhadri dekata ha per us ko jub loss hota ha to wo upset ho jata ha is leya ka us ko 1 time me profit ho kar lagta ha ke wo expert jo geya ha forex trading ka laken us ko is risky business ka pata nahin hota ha is leya per wo trading me khud say trade shoro kar deta ha or last me loss per he chor deta ha account.
                        • #27 Collapse

                          is ma bus achi c staregy honi cahye kion k wohi hamray liay forex ma buhat best rahti ha jis ks ath hum log forex am buhat kamal ka kam kar saktay hn is liay ma b forex ma buhat dhiyan k sath kam karta hn or yehi best rahta ha
                          • #28 Collapse

                            Braveness is important everywhere, but sometimes you need to be carefull, because braveness mean in this business to take risk, but risk without proper awareness may be not good.
                            • #29 Collapse

                              forex trading mein aik insaan ki bahaduri ye hai k wo confidence se trading kary q k agar wo confidence se trsding kary ga to us ko profit ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                hahahaha sahi kaha bhaii aap nay k Forex trading ka matlb ha k buhardri :P yani aagar aap k paas trading skills han to aap is ka buhadri say muqabla kar saktay ho lakin agar aap k paas trading skills hi nai ha to aap k liye bohat mushkil ho jae ga forex trading main . so mehnat karo ayr faida hasil kro.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X