Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

    Stop Loss Kaaa Istemaaal Tamaam Traders k LiYe hi kaaafi Faaidaa Mand Hai Or is se Tamaaam Traders Bhot BaRay loss yaaa account wash Se Bach SakTay Hain isLiYe HumEn ChaahiYe k HumEshaaa Jo Bhi Trade LaGaaaen Us Maim Stop Loss or Tp Kaaa istemaal Laazmi KaRen taakay Kaamyaab Ho SakEn....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

      Best trader Jo hota hai vah apni Har trade main stop loss ka use Karta Hai isase account bhi sev rahata hai aur loss bhi kam Hota Hai proper planning Banakar aapane loss ko isiliye recover Kiya Ja sakta hai market Mein Kabhi Bhi loss ho sakta hai plan Hona chahie Apne loss ko recover karne ka
      • #18 Collapse

        Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

        Dear stop loss k istemal sy hum safe trading kr sakty hain aur hum zyada loss sy buch sakty hain dear agar hum kisi trade mein stop loss use krty hain to voh trade automatically close ho jay gi aur humara account safe rhy ga jo log sl use nhi krty in ka account risk mein hota hy humy chaiy k trading mein stop loss zaror use krein
        • #19 Collapse

          Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

          mere Bhai stop loss Jo log istemal karte hain unko pata hai ki so close istemal karne se unka sabse bada fayda hota hai ki unka account kabhi bhi bahut nahin hota unka utna hi loss hota hai jitna vah khud se chahte Hain usse jyada unka loss nahin hota stop loss ka matlab yah hai ki humne lo usko rok Diya to stop loss mein jarur istemal karna chahie aur take profit bhi jarur istemal karna chahie donon ka bahut jyada fayda hai
          • #20 Collapse

            Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hareem fatima پيغام ديکھيے
            Jab Bhi Ham apni trading Mein stop loss ko ahmiyat Denge To Hamen uska bahut fayda Hoga uski reason yah hai ki Jab Ham stop loss ko istemal karte hain to vah hamare account ko secure Rakhta Hai wash Nahin hone deta aur Jitna Hamara account secure Rahega utna hi Ham market mein time spend Kar Ke use samajhne Ke Kabil Ho Sakenge




            Asslam o alaikum dear forex member g blkul stop loss ka use buht hi fayda mnd hay q kay us ko use kr kay h apnay loss ko zyaada increase nhi krwa skty aur hamm phir is traaah apnay accout ko wash hone se save kr skty hain ...
            Visit My Profile
            • #21 Collapse

              Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

              stop loss istemakarne ka bahut fayda hota hai isase ham stop loss ka matlab hota hai trade ke andar Kitna lass bardasht kar sakte hain money management ka bahut important part hai aise na sirf Ham Apna account band hone se bacha sakte hain balke take profit ki command ko istemal karte hue is se Ham Majeed profit Mein Hasil kar sakte hain Forex traders ko iski ahmiyat kam bahut Ehsas Hota Hai
              • #22 Collapse

                Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                Stop loss sey humara risk factor reduce hota hai especially humein risky pairs per zuroor use karna chahiyea stop loss yea basic tool hai forex trading ka or her trader ko stop loss use karna chahiyea isi me faida hoga isi tarha humary profit ky chancea hongey
                • #23 Collapse

                  Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                  Assalamu Alaikum ji friend Stop loss ko use karke hi hame acchi trade mein bhi Hamen Ashwini ho sake gi aur Market mein bhi Hamara experience pad jaega aur acchi trade hancel karke hi Hamen market Mein kaam karna chahie forex business Duniya ka number Van business
                  • #24 Collapse

                    Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                    bhai jaan forex tradinge mein stop loss ka bohat ziada faida hai kunke aghar hum koi trade open karte hain or woh loss ki tarf move ho jati hai to humara stop loss hum ziada loss hone se bacha sakta hai or stop loss se humara accounte safe rahta hai kunke aghar hum apni trade mein stop loss use nehi karte hain to humara accounte wash bhi ho sakta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                      Jee bilkul dost aaAp ki baaAt sahi hai hum is mein jab bonus haaaAsil kar kay trading kartay hain tu is mein hamein stop loss ka zaroor istemaaaAl zaroor karnaaA chahiye agar hum is mein stop loss ka istemaaAl kartay hain tu hamein is mein sttop loss ka istemaaAl ki wajaaAh say is mein say apnay account ko wash honay say bachaaA saktay hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X