Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai
    Jab Bhi Ham apni trading Mein stop loss ko ahmiyat Denge To Hamen uska bahut fayda Hoga uski reason yah hai ki Jab Ham stop loss ko istemal karte hain to vah hamare account ko secure Rakhta Hai wash Nahin hone deta aur Jitna Hamara account secure Rahega utna hi Ham market mein time spend Kar Ke use samajhne Ke Kabil Ho Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

    Stop loss istimal Kar ka ham apnay AP ko loss sc bacha sakty hai agr to AP na stop loss active Kar dia hai to pher agr market AP ke value sc oper ya neachy jati hai to to AP ko loss zaida nai ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

      You have asked about stoploss, what is the benefit of using stoploss, then it is very beneficial to use it. If we use stop loss then in this way our account avoids being inhabited and in this way we avoid big loss.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

        dear friend forex trading mn stop loss ka bahot fayeda ha keun k stop loss forex trading ka aik aisa tool ha jis ko use kr k ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn aur agr ap apni trade mn stop loss ko use naen krtay to apki trade ziada loss mn janay sa apka account wash bhi ho skta ha isliay hmesha trade mn stop loss ko lazmi use kren
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

          g han dear apke bat belkul tk hy forex men agr humen achi kamyabi hasil karni hy to humen chaia keh hum forex men stop loss ka estamal zeada sy zeada karty hen jab tak hum forex men sl ka estamal nai karen gy to hum kabhe4 bhe ahci kamybai hasil nai kar skaenn gy forex men zeada kmyabi hasi karni hy to humen chaia lkeh hum sl ka lazmi estamal karen gy
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

            G dear ap n thk kaha hy k stop loss k istemal se hum khud ko safe rakh sakty hy to humy chahiya k hum aoni trading krty hovy stop loss ko istemal lazmi krna chahiya aur as k istemal se hum loss m jany se bych sakty hy aur humy chahiya k hum apni trading m sary to ndicators lazmi istemal kry aesa krny se humy achi earning jo sakti hy
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

              stop loss ki forex main bohat ehmiyat hain hamy is ko use kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain hamy achi learning hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik international business hain
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                Stop loss istemal karne ka bahut jyada fayda hota hai aapka kaun safe rahata hai aur aap bahut acchi translate training kar paate ho isliye aapko chahie kya aap hamesha stop loss aur take profit ka use karte raho Taki aap acchi trading kar Sako aur aap apni life ko achcha banaa Sako isliye aapko working karte rahana chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                  han g yeh bat teek hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                    stop loss ko use kar k hi hum achi trad e karny main b i asnai hos aky gi aur hamain market main bi expeirnce hasil kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karny main bia snai ho saky gi aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar rk hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain earn karny main bi asnai ho saky gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                      Stop loss aapka account safe rakhta hai, ya money management ke rules mein hai ki aap Jab Bhi Koi trade lagao to aapane stop loss take profit lagana hai Agar aap aisa Nahin karte to fir Jab Bhi aapke account minus Mein jata hai to Aapka bahut jyada chances hain ki vah Ab aapka account aapke pass wapas Nahin aaega. Kyunki vah account aapka wash ho jaega isliye account safety ke liye stop loss bahut important Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                        hamy forex maai stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum passia kamas aky gy foex aik amam busines ke nisbat acha business hain hum is mai baer pasai oky account bana kar be am kar sakty hain hum is maai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy sradf or siradf loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                          Aj logo ko stop los ki ehmiyat ka pta chala hoga kui k aj jis tra market ny moment ki hai jin logo ny stop los lgaya hoga sirf unky account bach gaye hon gy baki sb logo k account wash ho gaye hony gy me sb members ko mashwr don ga k stop los k bager koe trade open na karen wrna aj nai tu kl apka account wash ho jana hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                            stop loss main humain kam akr kay es main hum ache triding kar skty hain our humain es main mahnat say our expernience say kam kar kay es main kamjabe ho skte hain es main acha kam kar kay humes main say acha bons be hasl karty hain our es say hum apne zrurton ko pora kar skty hain forex 1 asan business hain hum es main den ko be our rat ko be kam kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss ka istemal krny ka Kia faida hai

                              Dear stop loss k bhut faidey hain is sy hamari trade loss main jati h tw hamin faida hota h aur ya hamara account wash hony sy bcha sakta h agr hamara account wash ho jaye ga tw hamin nuqsan ho ga isi liye hamin mahant k sath kam karna chihye aur hamesha achi quality ka work hi hamin faida daita h jis sy knowldge aur bonus donu milty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X