kiya hum forex ko as a job samj sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Bahi jan hum forex trading ko aik job nahi samaj saktay because forex aik business hay and business and job main kafi difference hota hay, job main aik fixed time and fixed price and fiex place hoti hay, jab keh forex business main eas nahi hay, but hum es ko part time use kar saktay hain apni other job kay sath.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      my dear friend, yes you are right we should take this forex trading business as a job, but i recommend to take this business as a part time job, by doing this job at second job we can increase our monthly income.
      • #93 Collapse

        hum forex ko sa a job conseder kar saktay hain kyu kay job me hum hardwork karty hain or is kay badlay hamey output milti hai means salary wgera jis say ahum apni neccessties ko filfull kartay hain ...isi trah forex bhi ik job hi hai jis pay hum kaam kartay hain isay time dete hai or earning kartay hain..is trah forex ko bilkul ik job ki trah smjha or deal kia ja sakta hai...
        • #94 Collapse

          Dekhe mere khayal se forex aik bohat hi risky business hai ap ise part time kare wohi ap ke liye zyada behtar rahe ga aur din mai job kare aur rat mai forex trading ka kam kare kyuke yaha par apna monthly target set karna bohat hi mushkil hota hai kabi kabar ap ko kisi month loss bhi jata hai.
          • #95 Collapse

            g nai forex ko ap job ni samjh skty q k is main ap ki koi salri fix ni hy balky yeh to aik biznis hy jis main ap jitna invest karain gy utna ap earn karain gy job main aisa to ni hota na
            • #96 Collapse

              han hum forex ko as a job sajh sakte hain yeh hai to business lekin ap is ko daily ki job ana sakte hain daily is main work karen aur is ko daily sekhen aur learn karen
              • #97 Collapse

                yes tou can done the forex as the job then you have th echance to win good but in thin kin the market you can make the profi trading you can make the profit and aslo teh los eso do that as a paet time/.............
                • #98 Collapse

                  brother ap forex ko jo marzi samgho chya is ko job samagh kar karo par forex eak busniess ha or ya eak busniess hi rhy ga q kh is mn sirf profit nhi hota balkh loss b hota ha
                  • #99 Collapse

                    g bilkul g kiun ni g hm is ko as a job bi samj sakty hin kiun ky hm ko pta hai ky agar hm ko is ky ilawa koi r kam ni ata to phr ye hmary lia as a job hi hai is lia hm is ko 2no tra sy kar skty hain
                    • #100 Collapse

                      Han eisa he bhaie k he to ye aik karobar magar hum es ko agar zimedari se karin aur sabar se es kaam min hisa lin to hum es karobar se kafi bari earning kar sakte hin humari malomat aur tajurba humin es min kamyab kar sakta he. Humari lagatar trading aur tajurba humara sathi aur madad gar hota he jo humin earning aur profit k nazdeek le jata he.
                      • #101 Collapse

                        dear ap ne bahut acha question kia hy hum forex ko as a job samj sakte hain lekin is ke lie ap ko chahye ke ap proper knowlede r experience hasil kar saken ta ke ap ko apni skills ko show kar ke profit earn kar skaen
                        • #102 Collapse

                          Jee bro ya aik Job hi tu hai jo hum any time kar sakty hain or is say apni tankhua bhi hasil karty hain. hum her month is say apni tankhua hasil karty hain or wo bhi ghr bethy. mari nazar main tu ya aik jab hi hai....
                          I Neend Good friends............ :confused:
                          • #103 Collapse

                            nhi forex aik busines ha aor is ko job smjhna mere khyal main durst nhi ha to apny kam ko kam smjhain is main apna experience aor learning acha krain aor phir is sy achi income ly kr kamayb ho jain
                            • #104 Collapse

                              forex ko as a job nahi samajh saktey hain balkey ap is ko business k tor par lay saktey hain aur is par kam kar saktey hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Bhai ap is forum ko ek job smajh kr work kr sakty hain lakin insta forex ek real trading business hai or is bat ko har koi smajhta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X