kiya hum forex ko as a job samj sakte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    assalam-o-alaikum jee janab mere khayal se hum forex ko as a job bhi samjh sakte hain mein ek student hoon aur part time mein is business par kaam kar ta hoon aur is ki waja se mujhe kahin aur job karne ki zarorat nahi hoti thank you...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Eh to aap per munhassir hey k aap ko agar koi aur jab nhin to forex trading ko jab samajh kar lagatar kam kreyn. lekin aap ko koi aur munasib milti hey to usey kar k esey part time karkey aap ziada gain kar saktey heyn.
      • #78 Collapse

        forex ik business he . isay hum job nae keh sktay lakin job ki jagah kr sktay hain job chor k hum forex business kr sktay hain full time or part time b ut its depend on u that what u want ...and how u deal it
        • #79 Collapse

          yes forex trade ko ap as job samaj ker kar sakte ho forex trade business bohat best hain people forex trade ko job samaj ker karte hain aur is sa achi money earn kar rahe hain forex trade world ka sub sa acha business hain jaha sa hum itni achi money daily earn kar sakte hain
          • #80 Collapse

            G han bilkul hm forex ko as a job smjh kar bhi kar sakty hain agr hm is ko as a part time job smjh kar karna chahye tu hm is ko kar sakty hain kyun k is business k liye hmary pass koi time limit nahi hoti hm jb chahye tb kar sakty hain is ko ...
            • #81 Collapse

              ji ha bhi jan hum isy job samaj sakty hai bul k ye ek job hi hai job mai mehnat karni parti hai or is mai b hum mehnat karni parti hai ye waqi ik achi job hai agar achi job na hoti to isy koi b join na kar sakta ...............
              • #82 Collapse

                yes my dear bother huma Forex trading sa achi income Kama skate hy ache profit full time ma Kama skate hy bother kaho k online ma best ap Forex trading kon job samj skate ho best jobs Hy
                • #83 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanahmed00666 پيغام ديکھيے
                  kiya hum forex ko as a job samj kar working kar sakte hain or is sy itni earning kar sakte hain ky humhain kisi or job ki zaororat feel na ho?
                  dear Yes ye tu apki hi marzi hai keh ap is ko jo samajh ke karna chahein karlein. Mere hisab se its a best hom based business. Aur aik baat ye keh ap is challenge samajh ke himat se kar saktay hain. Its better.................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
                   
                  • #84 Collapse

                    forex ko ham as a job nahi samajh saktey hain k is par aur job main bhut sara farq hai aur is par ham ko risk kafi milta hai.
                       
                    • #85 Collapse

                      if you consider the Forex business as job,then i think this is poor strategy of you to doing business as job,because job mean do work for others and under the supervisions of others,but in this business you just do according to your own well and wish.
                      • #86 Collapse

                        jii han bhai jan ap forex trading ko as a job be ker saktey hen aur is key liye ap ko ye mind me rakhna prey ga key ap ko monthly kitni earning chahye aur ap us hsab say is me investment ker lo aur skoon say gher bethe earn kro.
                        • #87 Collapse

                          g nahi dear ham forex ko ek job nai smaj sakte hen kiu k ye ek job nai hai balkay ye ek business hai aur ye ek aesa business ha jis mein ham part time mein ek achi earning kar sakte hen aur ek acha trend hasel kar sakte hen
                          • #88 Collapse

                            yes you are right we should take this forex trading business as a job, but i recommend to take this business as a part time job, by doing this job at second job we can increase our monthly income ha. dear
                            • #89 Collapse

                              dear friend g bil kul ap forex ko ak online job samj sakta hai ya ak best online job hai jo ap ko gar bata kamana ka moqa farham karta hai or ak enjoyable kam hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Bilkul kun nahi forex trading ko as a job hum ley sakte hain aur jab hamary pass acha technical knowledge ho ga to hum ko job hi bhool jaey gi kun keh itna profit kisi job main bhi nahi hai. Lehaza hamain chahiye keh first learning karen aur tab ja kar trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X