Stop loss use karny ka humain.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss use karny ka humain.....
    Forex main jab hum trade lagty hain too us main yee bhe mumkin hy k hmari trade loss main chli jaye aur humain loss hjoo jaye agr forex trading main hum koi trade lgaty hain too us main humain stop loss use krna chaye keun k is sy humain apna loss rook sakty hain aur hamera account wash hony sy bach jata hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss use karny ka humain.....

    Dear friend forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k stop loss ki waja se hum safe aur secure trading kartay hen jiss ki waja se account bhi safe rahta hey aur forex trading men loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin stop loss ko use kar k loss ko kam zaroor kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss use karny ka humain.....

      dear friend forex trading mn stop loss bahot achha tool ha jis ko use kr k hum apna account ballance safe rakh sktay hn keun k agr hum apni trade mn stop loss use nsen krtay aur agr hmari trade ziada loss mn jati ha to phir hmara account bhi wash ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss use karny ka humain.....

        hamain is forum main stop loss ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main bi knowldge ho ga ab hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi enter honys ay pahly is k bary main planing karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur expeirence ho ga tab hi hum trade karny main bi asnai ho
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss use karny ka humain.....

          agar hum trading karna chaety hain to hamy stop loss ko must use karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kair sakty hain humj is mai day mai be kam kair sakty han hamy mahnet kaarne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex paksitan mai legal ban cuka hain is maai hamara koi be boss naahi hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss use karny ka humain.....

            forex main jb hum es main trid lgaty hain to humare trid los main be ja skte hain agar hum es main nuqsan say batch kar trid lgaty hain to hum es main kamjb be ho skty hain or es main profet be hasl kar skty hain humain jes market main trid lgane ho ge os kay bary main humain elm hona chahey or humain es main plining kar kay trid lgane ho ge wrna humain es main loss be ho skta hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss use karny ka humain.....

              hamy acha experience hasil kar ky stop loss ko use kar ky market main trade lagani chahey pher hi ham kamyb ho sakty hain or aha bonus hasil kar sakty hain agr ham is main aemotinalho akr kamary gy t hamy loss ho sakta haina or hamara account be washo sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota yai aik best business hain
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss use karny ka humain.....

                stop loss use karne ka hmain buhat hi acha faeda hota hai agat ham mehnat karain acha kaam karan achi earning ke liye acha kaam karain mehnat karain aur learn karain aur earning ke liye acha knowledge hasil karain agar ham ne acha kaam karna hai to hmain emotionless trading karni ho gi agar ham emotionless kaam karain ge tohi ham kameyab ho saken ge
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss use karny ka humain.....

                  stop loss use karne ka fayda hi fayda hota hai aap agar apne trading co secure banana chahte ho to uske liye aapko apni trade mein hamesha stop loss ka use karna chahie tha ki aap acchi trading kar sake aur aapke trading uski aur Ho Jani ke aap ka kabhi bhi account was nahin hoga jab tak aap stop loss ka acchi tarah se use karte rahoge
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss use karny ka humain.....

                    hamain stop loss ko use kar k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main planing karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain apny expeirence hasil kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main bi knowldge ho ga tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur knowldge k begair hum kuch hasil nai kar skaty hain ta k loss km hosan y ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss use karny ka humain.....

                      stop loss ka use kerna bht hi faidamnd hy ham sab key liy issi liy hamin chahiy keh ham iss mein diill lagi sey kam krein and forex trading sey phly experince hasil krein uss key bad hi ham iss mein jitni ziada experince hasil krein gy tub ham iss mein sahi time mein useful trading krein gy aour hamin profit bhi ziada sey ziada hasil hoga issko use kernuy sey hmara account safe rehy ga..
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss use karny ka humain.....

                        Dosto stop loss use karne ka hame bht faidaa hotaa hai q keh dosto stop loss hame Barre nuqsaan se bachata hai agar ham me kisi trade ke saath stop loss bhi laga le to hamara account aek to wash nahi hogaa aor doosra ham haha profit take out Kare wohi automatically trade bhi closed hoo jaaey gaa...
                        PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss use karny ka humain.....

                          khatry wali trade ko lagany sa behtar hai k hm stop loss he use kar lain ..aisa karny sa hamen loss bhe kam ho ga or hamara account bhe secure rahy ga ..wesy to hamen risky pairs par trading karni he nahi cheye or agar kar bhe lain to stop loss ko lazmi use karen tabhi hum kamiyab hongy or acha learn karen gy ...
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss use karny ka humain.....

                            hamy forex mai stop loss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kamk ar sakty hain hum is mai apny boss ap he hot yhain hum is ma iagar lalachi ban ky kam kary gy to hamy los ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss use karny ka humain.....

                              trade karte waqt stop loss indicator ka istemal lazmi krin stop loss aisa indicator hai jo aapke lash ko minimum kar deta hai Jahan aapko lagta hai ki aapka loss ho jaega unko points per aap stop loss ka indicator istemal Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X