Forex main jab hum trade lagty hain too us main yee bhe mumkin hy k hmari trade loss main chli jaye aur humain loss hjoo jaye agr forex trading main hum koi trade lgaty hain too us main humain stop loss use krna chaye keun k is sy humain apna loss rook sakty hain aur hamera account wash hony sy bach jata hy.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим