How we control our greed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ye natural bat hy k har trader he ye chahta hy k wo trading me successful ho or ache earning achieve kary.usk liye zrori hy traders apni full concentration or hardwork k sath trading karyn or trading me kabhi greed ko mat any dayn apni greedy feelings py control rakhyn or apna kam honesty sy karyn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Forex main emotions ki koi gunjayesh nahi hy aur jo apney emotions par qabu nahi rakh sakta woh hamesha nuqsan uthata hy. Lalach ko aap ney khud control karna hy. Is key leye aap sakhti sey aik strategy banayen keh main ney hamesha small volum ki lots lagani hy aur jab hamain aik reasonable profit ho jaye to hum ney lots close kar deni hy. Doosri soorat main aap stop loss bhi use kar saktey hain. Aap apney mind main yeh rakhain keh something is better than nothing.
      • #93 Collapse

        G janab yay hum pr depend hy hum apni greed ko trade ky waqt kysy control kr skty hy bcz yay aysi chex hy ju trading mai ap ko bht had tk loss krwa skti hy so is chex sy bht bachna chahyay.
        • #94 Collapse

          Assalam u alikum friend, jee humein iss forex business me greed se bachne k liye apne emotions ko side me rakh k trading krni chahiye or ziyada profit k chakkaron se bach k trading kerni chahiye, wohi iss business me kamyaab hain jo trading me greed se bach k chalty hain... :)
          • #95 Collapse

            greed ko control karna hai tu yaha pe ap target se kama karo daily be hai weekly be hai aur monthly be hai target achieve ho ae tu es se uper na kaam karo
            • #96 Collapse

              karny ky lye ham forex trading ky demo trading acount main practice kar sakty hen greed or emotional hony sa bach sakty hen ziada say ziada profit ho to pako loss bhi ho skata hy islay apko ged nai krni chahiye t
              • #97 Collapse

                dear mera khyal main greed humari nature main shamil hota hai aur iss se hum jaan to chura nai sekte lakin ager hum chahe to iss ko ignore kar sekte hain iss k leya hume thori se mahnat ki zaroorat ho ge asa kerna mushkil zaroor hai lakin namumkin nai :)
                • #98 Collapse

                  they usually trader when the trend is not clear, they try trading when the trend is clear for sure not going to experience a margin call. Margin call becomes a cue that we've done ere, possibly from inside or from our Treding system, the need for self evalusai
                  • #99 Collapse

                    mere personal opinion k mutabiq to aap greed ko tab kam kar sakty ho jab aap zyada profit earn karny k chakkar main na parein. aap ko greed k bare main sochna bhi nahi chahiye is say aap ko kafi nuksan face karna parta hai.
                    • #100 Collapse

                      Ap ko apny ap ko jazbaat se or lalach se door rakhny k liye aik to apny account ki leverage bahut kam rakhan hoga and us k baad ap ko apna trade level kam rakhna higa
                      • #101 Collapse

                        jnab ye aik acha business hai is pr bahut say loog kaam kr rahy hain lekin is pr greed ko control kr k earning ki jati hai greed ko control khud hi kia ja sakta hai ye khud pr depend hai aur bahut mehnat ki jati hai
                        • #102 Collapse

                          Dear fear or greed ko to hur haal ma control krna hi purta hy, agr hum in do chezon pe control na kren to ap kabhi bhi is market ma nahi chl paen ge apko ek target bna k kaam krna chahye or laluch nahi krni chahye.
                          • #103 Collapse

                            dear forex trading mai greed ko control karna itna muskil nahi hai jitna banaya gaya hai forex mai daikhe har cheaze ap ke control mai hote hai lakin ya ap par depend karta hai ke ap us par kese control karte ho .........
                            • #104 Collapse

                              humain apna greed control karne k lia forex form per seakhna chaha humain apna tp kam rakhna chaha aur humain kabhi be overconfidence nahi hona chaha keyon k jab hum overconfidence hota hai tab he ham se greed hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Is bat men koi shak nahen kay forex ek online best working place hai aur hum forex par kaheen say bhi work kar saktay hen aur Agar hum loss say bachnay ka sochen to greed say bach saktay hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X