How we control our greed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai jan men ap ki bat samjh gaya hon ap ye pooch rahy hn hum forex trading business men greed ko kysy control kr sakty hen to bhai jan greed ko control krny ky iy emotion sy avoid krna boht zarori hy us ky bad ap ko zayada big risk sy avoid krna bhi boht zaroir hy phir SL or TP bhi use krna bht zarori hy isi trha greed ys avoid kia ja skata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear sir hum forex trading main apnay greedy ko zaida say zaida practice and experience say hi control kar saktay hain, jab tak hum es main experience hasal nahi karian gay to humain greedy kay loss kay pata hi nahi chalay ga.
      • #63 Collapse

        control kary greedy ko aur forex mein sab log trades kartay hain aur forex mein luck aur aap ka experince both chalta hia daily aap ko profit aur loss hota hai is business mein so yeh laga rehta hia sab sy bara weapon aap ka aap ka experince hia aur forum par mein work karta hoon aur bonus earn karta hoon bohat intertesing hai yeh.
        • #64 Collapse

          Dear forex trading mai greed hi hai jisay ap ignore kray to ap acha profit earn kr sktay hai lakin agr ap greedy trading krtay hai to apko bohat c difficulties ka smna krna pr skta hai or ho skta hai k apko loss b ho jaye.isi liye apni greed ko control krnay k liye kbi b trading k doran emotional mat ho.or complete patience k sath trade kray.
          https://t.me/pump_upp
          • #65 Collapse

            greed ko control karne keliye hamen ziada se ziada mehnat karna parti hey aur hamen ziada patience ke sath work karna hota he to hum apne greed ko achi trha se control kar saktey hain aur is main kamiyab ho saktey hain.
            • #66 Collapse

              bahi jaan hamain aik mahsoos plane bnaana chaey jis k mutabik hmain apni trade kerni chaey jis main ham ny apna daily loss aur daily profit target set kiya hoo aur us k ilawa hmain trade nahi kerni chaey
              • #67 Collapse

                aslam o alaikum dear asa hai k iss greed ko khtm karnay k lia koi trick nhe istemal hota ye to apki dmgh soch hai jis ko ap nay khud bdalna hai ye smjha k k ye lanat hai iss say bht nuksan pohanchta hai phr he possible ho sakta hai
                • #68 Collapse

                  i think hum agr aik baar greed ki ho to hamamin loss howa ho to hamain us loss say koch sekhna chahiye k agr hum nay ab greed ki to hamainbara loss b ho skta hai
                  • #69 Collapse

                    greed har insan me hoti hy ic ko control karna parta hy kuch log control kar lety hain kuch log ni kar sakty hain patience sy kam lena trading jald bazi ni karni chahiay. joon joon traders senior hoty jaty hain to un ki greed kam hoti jati hy.
                    • #70 Collapse

                      greed ko control karne ke hamko leanring karna chahie kiu ke jab hamare pass achi learning ho gi toh hamko boht acha fida ho ga kiu ke jis wakat practice or skills achi nahi hotien toh phr ham greed kar rahe hote hen or phr loss hota he so hamko greed control karna he toho knowledge ko acha karna he
                      • #71 Collapse

                        bro greed ko control karne ka sab see best way yehi hai kee aap apne risk management kee setting kar kee rakho or sath hee sath aap apnay emotions ko bhe qaboo main rakho issi tarha see sirf aap forex field main apne greed ko qaboo main rakh sakte ho or forex field main account washout see bach sakte ho..
                        • #72 Collapse

                          Hello Dear ap ko chaea k har chez ko mind per sawar na karen and zyada se zyada kam karen and easy earning karen to is se zyada faida ho ga ap ko jis se ap jab aik postive way se aik kam karo to kafi profit kama sakty ho
                          • #73 Collapse

                            dear,hmy greedy nae hona chahiye keu k greed sae ne hota ap janty hai k "greed is course" is liye hmy greed ne bulky craze hona chahiye buisness krny or kamyabi pany ka liye he hona chahiye.tb hm apny greed ko rok skty hai ye hmary hath mai h.koi ne kr skta.
                            • #74 Collapse

                              brother forex me aap ko greed ko control karna hai to aap ko bohat mehnat karni pare gi forex me kiun ke forex me aap ki mehnat he aap ko kamyab bana sakti hai so forex me jitni ho sake aap mehnat kerte jayen or greed se door rhen .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                jee bhai bilkul forex trading ma greed pr control krna chaiye aur apne emotional pr b control krna chaiye. aksar trader greed aur emotional ki wjh se bht loss krwate han islie ap greed pr control kren

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X