Assalamu alaikum mere pyare doston main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge aur aaj hamare liye chhutti ka din hai to aap aaj bahut hi jyada ho rahe honge to aaj ke din main aapse ek sawal karna chah raha tha ki gold hai aapke mutabik aap kahan ko ja sakta hai aur Kitna niche gir sakta hai ki aap doston batana hai apna time nikalkar aur mere mutabiq to yah bahut hi niche gir jaega kyunki aap upar bahut hi jyada ab banaa Raha hai main bhi leta Hun to uski baat kar raha hun.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим