Nuqsan ki raqam wapas leina.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ma wapis la chuka ha nuksan ki raqam agr mehnat karty hain aur ap ko kuch hasil karna hota ha to ap mehnat sy hi hasil kar sakty hain aur koe dora zareya nahe hota ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear agr hmen is businessm e loss ho jaye tu hmen wo tb hi milti ha jb hm is business me greed k sath kam nahi karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me greed k sath kam nahi kiaa kareen hmeshah greed ko khtm kar k kam kiaa kareen is business me
      • #18 Collapse

        dear loss ho jaye tu raqam wapis sirf aur sirf recovery se hasil hotii hy es liye ap ko smjh k kam karna chahiye aur acha faida hasil karna chahiye tab he ap acha enjoy karo gy,,,
        • #19 Collapse

          main nay kafi nuqsaan kay baad choti choti bids say poora kiya hai huqqsan or phr dobara big loss ho gaya lekin mayooos nahen nahen hoon aur phir try kar raha hoon iiss cheez say nikkalnykay liye.
          • #20 Collapse

            forex trading ma ager humara loss ho jaye tu hum ko apna loss wapis lane k lea bohat zayda hard work kar ne ki zarorat hoti hai
             
            • #21 Collapse

              yes dear manytimes loss howa amount mene forex me trade kar ke recover kara he, loss recover karna trader ke experience and strategy pe depend karta he, agar trader ki strategy aur planing perfect he toh woh easily apna pehle keya howa loss easily recover kar sakhta he....
              • #22 Collapse

                aap apne nuksan ki raqam ap phir se trading kar k phir us ka aap profit kama kar hi apna nuksan pura kar sakte hain warna aap ka phir koi faeda nahi ho ga
                • #23 Collapse

                  mere bhai forex trading mein jab kabhi loss ho jata hae to usi ko nahee rote rehna chahiay kiunk agar usi k gham mein beth jay to phir aur ziada loss ho jay ga is liay profits ko hi sochna chahiay.
                  • #24 Collapse

                    Forex trading maiii.....jab hame loss hota haii...tu hame cahye k hum us loss ko recover krne ki koshish kare....na k trading chor de....q k baz okat traders loss k bad trading krna chor dete hai...wo galat baat haii..
                    • #25 Collapse

                      if trade is constantly brings considerable profit and pleasure from the process, then such trade can really call right ... even though each of us comes to the question of earning their own way
                      • #26 Collapse

                        forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business iss business main sab kuch mumkin hay agar aapkayy pass experiance hay to.
                        • #27 Collapse

                          forex trading mai agar app ko trading kerte hoe loss ho jata hai tu app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai foran loss ko recover kerne ke koish nahi kerahe agar app aisa krte hai tu app ko loss bhi ho sakta hai wait kerahae aur perfect setup per trade kerahe.
                          • #28 Collapse

                            Meri khiyal sy kuch baiyo ko ap ki bat ki samaj nahi lagi lakin mujy jitni lagi hai main us k baray main ye kaho ga k kuch brokers hai jo humain ye ajazat datay hai k hum investment k bad apny account ki insurance kar ly or pir trade karain or lose ki rakam wapas ly lain kuch per trade lose k 10$ detay hai ap ko lose ho ya profit 10$ ap ko milta hai lakin is ky liye ap ko bari invest karni parti hai.
                            • #29 Collapse

                              G han hmen is business jis me hmen loss ho raha ho tu hmen chahe k hm is business me apni investment zyada kareen tu hm loss ho tu hm apni investment b asani se nikal sakty hain isi liye ye best business ha or aik sb se acha business ha all world ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Well loss ham wapis nh la sakty hain agar hmain loss ho jaye lakin ham apni mistakes se learn kar k loss ko recover zaroot kar sakty hain or is k lye zaroori hai k ham apni mistakes se learn karain or un ko repeat na karen ta k ham successful trader ban sakain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X