Nuqsan ki raqam wapas leina.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur agar kisi ko loss ho jata hai to wo demo par practice karay phir wo trading karay aur profit ki sorat men nuqsan wapas kar sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading ke business mien jo bhi loss app ko hota he vo loss ki raqam app ko nahien milti kiun ke loss app ne khud trade laga kar kiya he vo raqam kese app ko mil sakti he vo loss app ka hi he
      • #33 Collapse

        Yes brother bilkul muj se jo raukam loss hui forex trading mein start k wqt , kiw k us wqt mujay is business k bare mein kuch khas nai pata tha wo ab mein aista aista recover ker raha ho kiw k ab mujay is business k bare mein kafi had tak samjh a gyi hai or mein behter earning kerna start ker gya ho .
        • #34 Collapse

          aap koi bhi kam karen to us main jo profit hota wo aap ki pocket main jata hay. or jo loss hota hay wo aap ki pocket main nahi jata hay. isi tarha forex main bhi loss aap kay account balance se instant cut jata hay.
          • #35 Collapse

            it is very difficult sir g
            forex ma agr ik dafa aap apna pora capital loss jr jayen th uss ko waps recover krna mery khyal sa kafi mushkil hai aap ko agr kam loss hot u wo tu recover ho sata hai pr aap agr pora capital loss kr dein tu wo kabhi nhi ho sakta hai
            is liye aap Sochs mjh kr uss waqst he live trading krn jab aap sure ho ka aap profit earn krny k kabal ho gye hain
            • #36 Collapse

              in other words, the survival gap provided when the winning percentage, significantly higher than 60%. Improve your skills in the first place, reducing the level of losses and, secondly, increasing profits.
              • #37 Collapse

                Loss ko recover krna asan nahi hota. Agar aap aik experienced admi hain to is loss ko recover kr saktey hain. Is ka solution yeh hy keh loss key bad aap apni strategy change kr lain aur jo balance bach gia hy usey buhat careful ho kar use karain. Learning ko behtar banayen to aap ki trading behtar ho jaye gi.
                • #38 Collapse

                  for me it is exactly the trade multiple accounts long overdue will, with one account to understand and to follow the basic rules of the trading system
                  • #39 Collapse

                    forex trading mai bilkul jis tarha say hum trading karte hai is mai agr humay loss ka samna hota hai tw hum apna profit hasil kar sakte hai per loss hone per humay apne loss ko cover karna hota hai then us k baad he hum insta forex say apna profit easily withdraw kar sakte hai
                    • #40 Collapse

                      G janab forex mai yay nai pata hy ky nuqsan ki raqam wapis ho skti hy bcz aj tak ai ny nai dhykha hy ky nuqsan ki raqam wapis ho aa yaha ju admin hy us sy sari detail li ja skti hy.
                      • #41 Collapse

                        my dear mene hamesha yehi baat samjane ki koshish ki hai k online forex trading ek best easy earning source hai forex mein naffa or loss ap khud krte ho yehi wajah hai k ek hi time mein buht se traders profit earn kr rahe hote hain or loss b
                        • #42 Collapse

                          meray bhai app sahi keh rahay hain k forex buhat hi risky hay per is mai sab se badi baat ye hay k app ko expert hoo k bi loss to hoota hi hay is mai app ki apni skills hain k app un ko kaisay use kartay hain aur next apni kia stratagy addop kartay hain
                          • #43 Collapse

                            ji hamesha sy yeh kam bht popular rha ha log bht munafa b kama rahy hain loss b ho rha hai lekin kam es hai k bht sy log pasnd krty hain esy yeh kam hi esa hai ........................!
                            • #44 Collapse

                              G Bhai ap bilkul theek kh rhay hai.Starting mai hr trader ko trading mai kafi loss hota hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai or agr trading mai loss ho jata hai to mere khyal say trader ko trading leave nhi krni chahiye or na hi emotional hona chahiye blkay complete patience ko sue krtay huway trading krni chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                G haan bhaai g aap nee bilkul saahi kaha haai bhaai g is busines me tryy karta rehna chahye tab jakr hi ham kamyab ho sakte hain g bhaai g

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X