Nuqsan ki raqam wapas leina.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nuqsan ki raqam wapas leina.
    Forex trading aik buhat hi risky online karobar he es karobar min buhat se log loss bhi kar jate hin aur phir wo chahte hin k wo es karobar min dobara work kar k kafi earnign kar lin. Main ap sab doston se aur apne tamam senior sathion se ye pochna chahta hon k apne kabhi apne es loss ko wapas liya he es karobar se jo loss ap trading k nateeje min yahan kar chuke hote hin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Me to ehana per new hun.or me abhi demo pe trading karta hun to mije jab demo pe loss karta hun to me mera loss.ko cover karneka try karta hun or me mera loss cover bhi karleta hun.
    • #3 Collapse

      merw aziz bhai jaisy ap janty hain ky forex mein profit ky sath loss bhi apko bohut zyada uthana parta hai lekin is mein tension wali baat nahi hai ap ager is mein loss karty ho to isi sy hi recovery bhi ho sakti hai just thora thanday dil sy kaam karen sab pura ho jata hai
      • #4 Collapse

        Mere mutabiq nuqsaan ko pura krne k lye aapko small size me trade lagani chahiye. or greed se bachna chahiye. ache analysis krain or learning or experience ko gain krain jitna hosake. loss se ksi had tak bach jainge.
        • #5 Collapse

          G bhai ap ka sawal both acha hai par yeh nhe hai k hum trading karain gy humain lose ho ga aur phir wo pasay compny humain wapas kar da gi pr humain asa zoror ho sakta hai k hum trading krty jain aur bina koi glti kiye chalty jain to phir hum apna lose cover kr sakty hain bilkay hum lose cover kr k profit b kama skty hain.
          • #6 Collapse

            G bhai maine apny loss recover kr k kafi profit b gain kiya hy forex main ap ko jitna knowladge ho ga ap utna e success hon gy forex main bs ap hard work kren ik din zaroor kamyab hon gy
            • #7 Collapse

              Yes brother hum us mn mahnt kar bhot earning kar sktay hn aor apna los ko cover kar sktay hn .phlay trading ko learning kro phr earning kro mein forex mein trading kar k bhot happy hota hn real mein ya bot best ha.
              • #8 Collapse

                nuksan ki raqam ko wapis trading se he hasil kiya ja sakta hai forex me kiun ke loss ho jaye agar aap ko to aap ko us ke lye kafi soch samajh kar kaam karne ki zarurat hoti hai jitna theek se aap kam karte hain utna he kam nuksan hota hai aap ko .
                • #9 Collapse

                  Forex traidng min nuqsan bhi he aur profit bhi hum agar lag kar trading karte hin to hum nuqsan se khud ko bacha kar bara profit bhi le skate hin. Humara nuqsan khud humari apni ghaltion ki wajah se hi hota he hum apni ghaltion pe qaboo pa lein to bare se bare nuqsan se bach kar bara profit bhi le sakte hn baqi es business min se badla leina mumkin nahi he.
                  • #10 Collapse

                    forex trading mein nuqsaan hona koi barri baat nhi ha or new traders k saath to aisa hota hi rahta ha. forex trading mein nuqsaan hui raqam ko wapis b liya ja skta ha or is k liye ek trader ko trading se profit kmana seekh kr trading krni hogi.
                    • #11 Collapse

                      loss ko to many wapis nahe liya ha lkn jo kuch b profit hota ha is py shukar karta hu .hamay ALLAH PAK KA SHUAKR ada karna chae ha na k nashukary bana chae ha
                       
                      • #12 Collapse

                        hahaha bhai aisa nahi hai kyun k iss say tou phir cxompany ko koe b faida nahi hoga ap kabhi b wo loss wapis nahi lay saktay agar aisa hta tou sab kay sabg isi kaam mai a jatay
                        • #13 Collapse

                          i am new trader hon abi me abi demo pe trading ki partice ker raha hon.bs itna bata sakta ho k aksar log ko jab loss hota hy to une pahley apna loss recover kerna chay per profit k bary me sochna chay.agr ap k pass knowledge hy or ap hard worker hane to ap ka loss hone ka chance km se km hota hy
                          • #14 Collapse

                            G kisi bhi kam mein hum jab enter hotain hain tou hamien apny dimag her lehaz say tayar kr lena chahy k es business mei hamien nafa aur nuksan bhi hoskta hai aur ye zindagi ka aik hissa hai jo hum bad mei pora krlety hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g ha ma ap ki bat se 100% agree karta ho forex trading aik bohat hi risky business hai is lea hum ko trading karte waqut money management karni cahye
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X