Forex me kam az kam kitni taleem honi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me kam az kam kitni taleem honi chahiye
    Forex trading me kaam karne k liye kitni taleem zarori he k hum asani se sub smjh k trading kar sken...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yeah! brother forex ma kam sy kam matric honi chaye qu k forex ko use karny k liye forex ma kafi knowledge hona zaruri hai so jitna zyda knowledge hoga utni zyda apki earning hogi or ap zyda sy zyda kama sakty hain forex is best business
    • #3 Collapse

      forex main education matter nahi kerti keu kay forex aik perfect plateform provide kerta ha jis main all people work kertay hain forex ki education ye ha kay mamber ko computer and internet perfectly use kerna aana chahyea.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: naveed22 پيغام ديکھيے
        Forex trading me kaam karne k liye kitni taleem zarori he k hum asani se sub smjh k trading kar sken...
        brother forex ma taleem ki koe limitation nai h ap matric kr kay bhi forex ko kr sktay hn inter k bad ma bachular k bad ma master k bad bhi bus itni taleem ho k ap ko forex easily smjh ajae to wo matric tak ki taleem h ya phr ap ko msg likh na or prna hi ata hoto ap tab bhi forex kr sktay hn
        • #5 Collapse

          forex trading k liay aap ko buhat ziada knowledge ki zarorat nai hai or na is ka koi high fy education say relation hai is k liay aap ko forex k basic ka patta hona chaiye or forex market k baray main information honi chahiye
          • #6 Collapse

            forex me ziada educated hone ki zarorat nai bss matric tak ka certificate hona chahiye q k is business me hame knowledge ki ziada zarorat hoti hai aur us si se hum best earner ban sakte hain
            • #7 Collapse

              forex me ham ko koi taleem ki zarorat nhi hoti blke is ko krne ky liye hm ko serf experience or practice ki zarorat hoti hai ku ham ko is me apne mind ke mutabiq trade krna hoti hai aur ap ko is me isi hisab se lost or profit bhi hota hai or is ke lye ap ko kisi talimiqabilyat ki zarorat nhi hoti.or na hi qualification ki.
              • #8 Collapse

                i think k itny taleem lazmi hy k ap k mind abalities ap ka sath dy sakin. agr ap koi decision lena chahin to apka mind isko accept kary k ap sahi hen. to itni taleem honi chaheay k ap forex ko samajh sakin.
                Life is never boring, if you have naughty mind.......;):o
                • #9 Collapse

                  janab apko just parhna likhna bhe ata ho tou ap forex pe kam akr sakty hein bs apko forex ki knowledge lena ho ge jo k bohat zaruri hai isky bagheir kamyabi mushkil hai aur time waste hai
                  • #10 Collapse

                    forex mayap ko chaye k ap jitni education is k bare may hasail akr sakthei hna ap ko leni achya eq k jitna ziada ap sskehanain gy utni hi ziad ap ki traidng abhchi ho gi iss e ap ko baoht i aziada faid aho ga may ap ko is abaere may akuch nai keha sakahs i
                    • #11 Collapse

                      forex men mere khyal se to jnab taleem ki koi limit nai he ye samander ki trha gehra he but aap k paas acha experience or knowledge ho to aap bht acha profit gain kr sakty hen without any type of help.......
                      • #12 Collapse

                        Dear forex ki trading k late ap k pas education itni honi chahy k ap forrx ki term ko parh saky air trading k doran use bi kr saky.q k jb ap kisi chez ko samjo gy tu usy trad me aply kr saky gy baki experience waqt k sath sath ata jata h
                        • #13 Collapse

                          je bhai je forex trading kay baray mein news hoon ya knowledge bhai ye sab ka sab he english mein hota hay taqreiban 95% es leiy forex trading ko seikhnay aur samajhnay kay leiy hamaray pass itne taleem zarorho k hum ko english parhna aur us ka matlab ana chahey tab he hum forex tradimg ko asane say seikh aur samajh saktay hein
                          • #14 Collapse

                            forex may jitni b taleem ho utni hi kam hai because apko ko slowly slowly knowledge and experience get karna parta hai jab yea business app achi tara se samajh lay to samjhey ke apki kafi had tak taleem puri ho gai hai aur phir apny tajarbey se app isko use karey gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bro jahan tak maira khiyal hai hamay forex trading kai liyay koi khas taleem ki zaroorat nai hoti but I think is market ki complexity ko samajhnay kai liyay ap ko kam az kam graduate hona chahiyay tabhi ap is market main achay tareekay say learning kar sakain gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X