Trader never follow Forex diseases.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    ap ke bat bilkul theak hae par agr learning kr kae experinse hasil kar ya sab kam krta hae us kae nazdak ya sab kam bhot hae chote or asan nazr ate hae wo agr kisae galte se guzar kar khuch learn karta hae sakhta hae to wo misatke dobra nhae karta hae rnegative cheaze khud he dor ho jaet hae tiem or experinse leaning ek sath sath
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      g bhai forex trading mien greed aur emotions apko kaafi nuqsan pohanchate hian aur apko chahiye ke ap is mien sahi se mehnat karen taake apke andar trading skills develop hon.
      • #738 Collapse

        forex ke business ke diseases se hamesha bachna chahiye bas apne kaam per dehan lagana chahiye or trading me kuch apne rules bana lene chahiyen jis se ap ko hamesha faida milta rahe or kabhi ap kisi bhari nuqsan ka shikar na ho saken trading me .
        • #739 Collapse

          gee haan bhai ap ne sahih bat ke he keh traders mein yeh diseases hote he keh woh greed krte hien emotional hote hein aur patience se kam nhe krte hien jes ke waja se un ke trading mein bhtre nhe hota he to in chezon se bach kr trading krna prte he phir faida hota he
          • #740 Collapse

            traders ka matlab hai kay aik kamiyab earning jo amiyab traders hai wo kabhi bi apnay weeak points ko ignore nai kartay hai aur na hi kabhi lost kay ho janay pe koi tension hi letay hai wo sakoon kiay sath trade kartay hai
            • #741 Collapse

              jnab humain is main is main nkbhi b trading main mistake kar kay kam nai karna ho ga humain trading main agr success hasil karni hay to humain is main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main success hasil ho skay
              • #742 Collapse

                jnab humain trading main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss km ho saky or huamin is main emotional ho kar kay trading main loss hota hay to is ko b avoid kar kay kam karna ho sabr say trading karni hogi
                • #743 Collapse

                  jnab humain trading main practice karni hay huamin loss ho sakta hay huamin trading main greed ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss km ho saky or humain is main apny emotion ko kabo main kar kay kam karna ho ga
                  • #744 Collapse

                    agar hum fresh aur achi trading karna chahty hay to humay trading main lalach aur emotions jaisay chakar say safe rehna chahiey tab he hum theak say achi trading kar sakty hay so humay lalach say bachna chahiey
                    • #745 Collapse

                      trader ko forex ki diseases ka pata hona cahye ke ye kon kon si hay or inko follow bi ni karna cahye. Jesa ke humy pata hay ke forex ko konsi diseases harm karti hay wo hay greed.emotion or less patience. agr hum in chezo ko control kar ly gay tu is sy hamara capital bi safe rahy ga or hamara experience bi bhary ga.
                      • #746 Collapse

                        mere khyal me hum ko apni mistakes ko dekhna chahye or on ko door karna chahyye or apni trade ko acha bnana cahhye ta k hum ko loss na ho or earn zaiyda se zaiyda ho is liye practice lazmi akrni chahye
                        • #747 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          As we knew that Forex has many diseases like Greed,emotion & less patience.Trader need to avoid these diseases and never become victims of these diseases.Because these disease kills capital of trader and also kills experience and time of trader.We need to avoid these things and try to use our own strategy and our strategy is only weapon that safe us from these disease.
                          Share you experience members.
                          :cool:;):);)
                          yes my dear brother i agree with you forex online trading mein hamein ager aik kamiyaab trader ban'na hai to hamein sab se pehle in deaseases se avoid karna ho ga and my dear brother forex mein hamein hamesha trade open karty waqt confident hona chahiye aur behtreen strategy bnani chahiye
                          • #748 Collapse

                            humain is main emotions ko kabo main rakh kar kay kam karna ho ga ta kay humain trading main loss km ho saky humain is main greed ko avoid karna ho ga ta kay is main humary kam par asar nai hho saky humain trading main achi earning ho
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #749 Collapse

                              apki baat theak hay agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to humay lalacha aur emotions jaisi chezo say door reh kar theak trading karni chahiey kyun keh ye sab trading main bad result ka bais banty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Hamain trading key doran aisi cheezon sey door rehna hy jo hamarey profit ko nuqsan puhanchati hain jaisey greed ya emotions etc. Agar aap in ko nahi chhor saktey to phir forex ko chhor dain. Greed ya emotions aap ko kabhi bhi kamyab nahi honey dain gey. Kamyabi key leye patience ki buhat zarorat hoti hy aur is key baghair aap correct decision nahi ley saktey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X