Continusily loss in real account.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Kabi b dil bardashta na hon agar real account per loss ho raha ho is liye market main positive pips earn karne k liye hamesha achi strategy apnain. kabi b greedy na hon ta k consistent profit ho sake.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      ji bro ye treader ki mistake hai or me smjhta ho hum is par without learn and experince ke tread nhi kr skte hamare pass must knowledge hona chaye phr hum easily tread kr skte hai.......
       
      • #438 Collapse

        nice question brother but I think, Ager koi continuously loss kerha hai tu iska matlab usey abhi forex ki bilkul samjh nahin hai. aise trader ko pehle basic forex learn kerni chaiye aur phir demo account per trading kere jis se usko pata chal jayega k loss ki waja kiya hai. waise loss tu sab ko hota hai mager profit margin loss se ziada hona chiaye.
        • #439 Collapse

          forex ak onlinebusiness ha aur business chay kis be tra ka hun us ma profit aur loss hota rehat ha likan ap ko us k solutin dndo aur ya pata karo akhar ya loss kyun ho raha ha ap ko solution ke trf ana cia aur is se ziada pereshan'''''''''''''''''''
          • #440 Collapse

            forex trading aik online bussiness hia jis mai app ne trading se profit earn karna hota hia ager app main account par practice nahi karte aur demo account par practice nahi karte to apko losss hog ga
             
            • #441 Collapse

              dear ager ap ko forex me continusuly loss ho raha hai to is ka matlab hai k ap forex me thek taran knowledge aue experience nahi rakhte .ap ko chahiye k demo account par practice kar k ziyada se ziyada knowledge hasil karen
              • #442 Collapse

                Forum pe posts kernay se aap jo bonus accumulate kertay hain rules k mutabik aap issay withdraw nehi ker saktay kyon yeh forum ke policy hai k aap iss bonus money ko apnay insta forex k real account mein transfer ker k iss se forex trading forex trading me ap ka experience boht matter krta hai ,, ap ka experience he ap ko ek successful trader banany .
                • #443 Collapse

                  ji bhai apki bat tu thk he likn trader ager loss krta he tu apni galti ko smjhta he jo dobara galti nhi krta bar bar loss krna experience ki kmi bhi ham keh sakhte hen jo log demo per practice nhi krte wo loss hi krte hen
                  • #444 Collapse

                    jes ko be forex main loss ho raha ho kafi time sy ya wo forex ko chor dy ya wo hardworking kerna start ker dy khoe ky ye he two ways bacte hai her tarder ky pas loss ko kam kerna ho tu
                     
                    • #445 Collapse

                      My dear friend if you are continously facing loss in forex trading business then you have to required to learn how to get profits and learn the experience as well as knowledge about trading then start trade.
                       
                      • #446 Collapse

                        mere khayal main ye usi surat main mumkin hai k aap forex trading main new hain aap chotay account se baray lot k sath trading kar rahe hain or zara se movement se aap ka account big loss main chala jata hai. Aap chotay lot se trade karein upto 0.03 aur demo par thori practice b karein ta k aap ko forex ki kuch malumat milen k trade karni kesi hai.
                        • #447 Collapse

                          continuously loss sirf tabhi hota hay jub ap experience aur idea k baghair trade kar rahay hon. agar ap without experience trade karengy to apko loss zroor hoga. agar ap profit earn karna chahtay hain to oskay liye zroori ye hay. k ap pehlay kisi expert say training hasil karain .
                          • #448 Collapse

                            dear first to ap k pass kafi acha knowledge experience hona chaheye us k bad agar koi trad loss mein chalti ha to us par wait karna chaheye or har trad par stop loss zarori use karna chayeye ta k zyada loss na ho
                            • #449 Collapse

                              dear loss forex marker mien hota hen forum per nahin hota.ager koi loss mein ja ra hy to use pehle apni mistakes ko analyze krna chaie phir us k baad marker mein enter hona chaie.first of all humien big loss se bachne k lie stop loss zaroor use kerna chaie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                forex trading main agar ap ko loss ho reha hi too ap ko chand din ke lye trading ko chor dena cheye teke ap ko loss na ho jab ap freash ho jao then ap new mind ke sath trading ko suruh keor or apne loss ko recover ker loo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X