yr agar ap ka loss hu raha hai roz to ap ko us ko kamkrna ki kohsish krni chahia ap ko daikhna chahia ka kiya waja hai ka ap ka loss hu raha hai aur ap ko ani us galti ko daikhna chahia aur phir ap us galti par kabo pana ki kohsish kara agar ap na aisa kr lia to ap ka loss nahi hu ga phir is lia chora bilkul na balka us situation mo handle krna ki kohsish kara
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим