Continusily loss in real account.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Pehli bat to yeh k forum apke los ka zimedar nahi hota dosri bat yeh k agar apko loss ho raha hai to us main forum chor dene se apka loss profit main to nahi badal jaega? Agar apka continuesly loss horaha hai to kahin na kahin apki hi galati hogi usko sahi kren.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      aisa nain hot aahi k iss mai nham ko loss he hota ahi balkay iss mai nham ko boaht he faid aho ga is smain age rham mehnat karin gay to
      • #108 Collapse

        why you are losing your money in trading business i will suggest you that do not leave trade and do work on this form and get free bounce for trading and then during this period try to learn more from demo trading and invest low as you are willing to lose and if you are earn then you need to just withdraw your profit and then invest real amount and then do this and so on
        • #109 Collapse

          kabhi kabhi ik trade loss main jaey to depression ki waja say boohat sari trades loss main jaati hain .is liey zyaada loss say bachny kay liey is tarah ki condition main rest karni chahiey.
           
          • #110 Collapse

            Dear agrkoi trader loss pe loss krta ja rha ha to usko chachyia k wo knowledge hasil key forex business k bary main phr tradihg krny phr wo aik acha business main ban jay ga. or aik acha profit milny ko milay ga.
             
            • #111 Collapse

              Wo is liye app ko demo account main acha kam karna nahi aya aur app ne real account open kar liye ahy aur app ko dar huta hay ke app ka real account wash ho jye ga ya man jo bhi trade karo ga is ko loss ho jye g aur app ko is ka elam bhi nahi mila aur app ki sada talim bhi achi nahi jis lki waja se app ki english bhi achi nahi hay app ko is liye loss ho jata hay .
               
              • #112 Collapse

                Mere bahi ager koi continuously loss ker raha hai to mujhe lagta hai k us ko abhi Forex trading k bary mein zayada kuch nahi pata.is liye mujhe lagta hai k usy pahle to demo trading account per practice kerni chahye aur us k bad phir real trading kerni chahye.
                • #113 Collapse

                  dear loss sa bachna ka lia ap ko pahla to forex trading ki strategies ko samjhna chaea.is ka chartsko achi tara sa samjh k hi market ma enter hona chayai.
                   
                  • #114 Collapse

                    loss sa bachna ka lia ap stop loss and take profit ki option use kia karain ya ap ka loss ko limit laga data ha.or ap kisi bara loss sa bach sakta hain.
                     
                    • #115 Collapse

                      agar aap ko musalsal forex trading meyn loss ho raha hey to aap kuch points pe concentrate kareyn. apni strategy, back-up plan & markets news ko re-evaluate kareyn. aap minimum 3 forex trading professionals se mileyn including 1 broker minimum. un se discussion mey apko apny loss ka reason pta chal jaye ga. or pir kuch time ke liye minimum 3 demo accounts use kareyn us se apki practice improve hogi
                      • #116 Collapse

                        Mere khayal main jab continous loss ho raha ho to humein thora break lena chaiye. aur trading ko kuch time ke liye quit karna chaiye. jab hamara mind dobara fresh ho jaye to phir dobara trading start karni chaiye aur past ki mistakes ko correct karnay ki koshish karni chaiye.
                        • #117 Collapse

                          aghar ap trade mai continue loss kar tay ho tu,tu iss ka matlab hai kay app ko knowledge nahi trade say mutalik,trade mai intrest nahi.jabhi ap loss kar jatay ho.
                           
                          • #118 Collapse

                            ager aap continuous loss me ja rahay han to it means k aap ko trding ka koi knowledge nai ha aap ne seekhay bagher hi real account per trading shiru kerdi ha aap ko pehlay seekhna chaahiay phir real account per trading kerni chaahiay
                            • #119 Collapse

                              dear jo forex market main open hota hai uss eyeh bhi pata hota hai ke is main loss aur profit donu hote hain kahen to bhot ziada profit aur kahen bhot ziada loss agar kisi ko contineusly loss hora ho to woh imagine kare ke usse galti kahan pe horahi hai kiun ke market ke up and down pairs ko bhi zehan main rakh ke trading karni parti hai is sorat main usse chaye na ke naumeed ho ke forex chor de apni galti ko improve karne ki khosish kare pehle forex ko achi tarah learn kare phr uski demo account pe practice kare take uska confident bhi improve ho aur woh phr achi trading bhi karsakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ager to apko Continusily loss loss ho raha hay.or apko lagta hay kay apko mazeed or zayada loss ho sakta hay.to ap apni us trade ko loss per hi close ker dain.or apni next trade main us loss ko pora karnay ki koshish karain.yahi sab say best hay is business main loss ko cover karnay kay liya...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X