loss ke bad emotions ko control mai rakay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

    Dear jab b hamen loss hota hy to wo hamen hamari apni ghaltion ki waja say hota hy isliye sab say phly to mistakes kam say kam karen or agar apko loss ho b jata hy to patience say kam lein kion k patience ak esi ability hy jo hamen acha reward dilwa sakti hy or kabi b loss hojany k bad usko foran recover karnay ki koshish na karen agar ap esa kartay hyn to apko again b losa ho sakta hy ia liye apnay emotions pay control rakhen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

      Forex trading men nakami ki sab say bari waja he ye he hay kay profit kelye lalach men aa kar bari trade laga di jati hay aur jab loss hota ja raha hota hay to loss ko cover karnay ky chakar men emotionally trading karna start kar dety hen aur es tara loss pay loss hota jata hay. es lye especially new traders apnay emotions ko control men rakh kar trading karen ta kay loss say bach saken.
      • #18 Collapse

        Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

        ji han bilkul sahi kaha aapane kar lo uske bad hamen emotions ko control mein rakhna chahie kyunki itna sada Ham emotions ko control mein rakhenge apni hi jyada hamare liye behtar hoga utna hi jyada Ham apne account mein se achha wala salwar kar payenge aur acchi trading bhi kar payenge
        • #19 Collapse

          Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

          Los ke bad hi motion control mein rakhna bahut jaruri hota hai agar ham log aise nahin karte to iska matlab yah hai ki Ham khud ko hi loss mein le ja rahe hain yah Ham khud per agar depend karenge to hamen knowledge ke sath Hi Kam karna chahie aur money management bhi karni chahie kyunki agar ham log many management nahin karenge to Ham apna hi nuksan karenge
          • #20 Collapse

            Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

            yes bro , apny sahi kaha hy agar hum trading mein kamyab hona chahty hain to humy chahiye ky hum trading karty howe agar humy trading mein loss ho jaye to humy apny emotion ko control karna chahiye tab he hum apny loss ko bhi recover kar len gy aur ache trading kar ky loss bhi pora kR len gy aur profit bhi gain kar len gy aik kmayab trader loss sy sabaq sekhta hy aur loss any ky bad emotion mein nahi ata hy balekh mehnat karta hy thanks
            • #21 Collapse

              Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

              Respected members Agar market Mein loss Ho Jata Hai To Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie forex market Mein loss Sab Ko hota hai aisa bilkul Nahin Hai Kisi ko abhi tak loss Na Hua Ho loss Sabko hota hai agar Apne loss ko recover karne mein jaldbaji Karenge to aur loss ho jaega Apne loss ko plane Se Hi recover Kiya Ja sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                Yes bilkul I agree with you aapko Hamesha Los Agar ho jaaye to aap emotion control rakhen Tu Hi aapko kamyabi milegi agar aap core loss Ho Jaaye aur aap Himmat Har Jaaye Aise nahin karna chahie Bal ke aur Jyada mehnat Karni chahie Joker aapko kamyabi ki step by step aap ko kamyabi mile
                • #23 Collapse

                  Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                  G bahi jan asa he hota hy booht sa log Los k bad emotions ko control nhe kr paty jis da jlad bazi MN or glt tread laga bahty hu jis sa ziyda ankan or loos ho jata hy hmn is mn sbr sa Kam lana chahya ik bar loos hony sa hmn ziyda mahnt krni chahya takah hm apna loos brabr kr sky or kmyab ho k agy barhy
                  • #24 Collapse

                    Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                    G bilkul ap ny tk kaha h loss k bad hm ko apny imotions py control rakna ho ga loss hr business ka hisa hta h agar hm ny loss k bad himat har d to hm achy trader kbi ni bn paty hy blky hmy loss sy sikhna chahiy hamare himat zada hni chahiy r jazby sy mhynat kar k again try kary profit apna ho ga vo mistake ni repet karni jis st loss hta ha
                    • #25 Collapse

                      Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                      Assalam.o.alaikum...
                      G han ap nay theek kaha hay loss hony k bad apny emotions ko control main rakhna chahiye ...jald bazi nahain karni chahiye bal k ziada mehnat kar k achay say acha knowledge or experience hasil kar k forex main kamiyabi hasil karni chahiye...
                      $#@#i Khan
                      • #26 Collapse

                        Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                        ji han dear Hamen loss ke bad Apne emotions ko control Mein rakhna chahiye kyun ke Jab hamare emotions under control hote Hain to is se Hamara fayda hota hai Forex Mein loss or profit donon hi business ka hissa hi Hamen in donon ko face karne ke liye ready rahna chahiye agar profit hota hai to profit ke bad loss bhi hota hai aur iske sath sath Hamen himmat Aur Sabar ke sath Hi Kam karna chahiye kyun ke himmat Aur Sabar trading mein bahut zaruri Hoti Hai Jab trader ke andar himmat Aur Sabar hota hai to wah trader zarur Kamyab hota hai Forex trading Mein acha profit Hasil karne ke liye hamare pass bahut zyada himmat Aur bahut zyada Sabar Hona chahiye kyun ke is hi wajah se Ham Kamyab hote Hain Jab hamare pass bahut zyada himmat hoti hai aur trading Mein kamyabi ke liye sabar ki zarurat Hoti Hai profit ke bad loss ho jana Na Koi bari baat Nahin Hai lekin is loss Mein stable rahna bahut bari baat hai Hamen apne aap ko stable rakh kar Apne emotions ko control Mein rakh kar Apne loss ko face karna chahiye phir Hamen Hai zyada pareshani Nahin hogi aur ham expert trader Ban sakte hain Jab Ham zyada himmat Aur Sabar ke sath kam Karte Hain to is se Hamara hi fayda hota hai Forex Mein himmat Sabar aur mehnat ki zarurat hoti hai trader ke andar yah cheez honi chahiye kyun ke agar trader ke andar yah cheez Hoti Hai to woh trader zarur Kamyab hota hai acha profit Hassan karne ke liye Sabar ki bahut zarurat Hoti Hai Sabar ki wajah Se Hi Ham kamyabi Hasil karte hain aur Kamyab hote Hain
                        • #27 Collapse

                          Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                          g loss hr business ka hisa hai agr hume forex main loss ho jae tu hume emotional nahi hona chae r hume apni mehnat jari rakhni chae kiun k dunya ka koi bhi aisa business nahi hai jis main loss na hota ho forex main hume loss sy bachne kelye humesha soch samjh k trade open krna chae
                          • #28 Collapse

                            Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                            Dear aap nay bath sahi kari hay laykin iss may tora saa masla hay aap iss ko yoon lay saktay hane kay market may trading say pahlay apnay emotion ko control kar lo takay aap say loss na ho laykin agar phir bi aap say loss ho raha ho to phir aap apni lot size or analyzing ko check karo kay aap say glati kahan par hoi hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                              Forex aik business ha aur loss business ka part hota ha hame loss ke liye ready hona chahiye aur jab hame loss ho jaye to hame loss ka samna karna chahiye aur apne emotions par control rakhna chahiye aik acha aur professional trader wo he hota ha jo loss ke hone ke baad bhi apne emotions ko control rakhta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X