loss ke bad emotions ko control mai rakay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke bad emotions ko control mai rakay
    assalamualikum friends

    forex aik aisa buisniss hai jis mai loss har kise ko hota hai har aik ke trade loss mai jatay hain lekin loss honay ke bad sab say pehla kaam jo hamai karna chaye wo hai apnai emotions ko control mai rakna agar ham loss ke bad emotion mai ayengai to zahir hai ham ghalat trade karaingay aur loss recover karnai ke bajaye hamai mazeed loss hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

    ji hun loss hony k bad humain forex ko ghalat nhi samjhna chahiay loss humari apni ghlaiti ki waja se hota ha ager hum is mistaes se learning karein gy tu yahi loss humray liay kamiybai ka zariya ban sakta ha .
    • #3 Collapse

      Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

      sabse acchi baat aapane kahi hai law Sona trading ka hissa hai jab loss Ho jaaye to is waqt emotions ko control rakhna chahie jaldbaji bilkul nahin karni chahie loss recover karna aasan hota hai agar emotional mein aakar big volume key trade open karke account khatm kar liya to fir kuchh nahin ho sakta isliye ye gussa aur tension bilkul nahin karni chahie trading mein Los cover karna aasan hai lekin waqt ke.....
      • #4 Collapse

        Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

        G haj thek kaha apny k ager apko forex main loss hojata hai to aap apny emotions par control rakhen or achi sy achi eraning or profit kamane or nehnat karte rahen q m isi trah aap is main successful hoskte hain or achi earning or profit dono kama skatw hain or hard work karte hue is main apna faida kara sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

          Loss ho jana aik aam bat hay or yeh her aik ko hi hota hay is liye is say ghbra nhin jana chye blky is ko face krny k bad membrs ko hosly say kam lena chye kyun keh agr is trha na kiya jaey to mind kbhi fresh nhin ho pata hay or fresh mind k bgher kam krny say or bhi zyda loss ho skta hay
          • #6 Collapse

            Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

            Loss hony per bhi agar ham emotions ko control main rakhty hain tou hamain phir bara loss ya account wash nehi hota ky ham pursakoon ho ker jab trade continue kerty hain tou hamain loss ky bahd profit bhi hota hai tou hamara loss recover ho jata hai phir hamain profit bhi hota rehta hai lekin emotional ho ker ham bara loss ker dety hain
            • #7 Collapse

              Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

              Aapko Pakistan Forex men aapko loss ka Samna ho jaaye to aapko chahie Ap na ghabraye emotional na hon Pak forex business Mein loss or profit pak Forex trading business ka Part's hoty hein pak forex trading business men Loss Bhe Aa jata ahy profit bhi aata rehta hy pak forex trading business bhot acha business hy Loss aa jay Tu Uss Ko Recover karein Tab Hi Good Success asaani SY Hi Hasil ho jay gi
              • #8 Collapse

                Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                Dunyan k hr business me loss or profit Hota hy agar hum ko Forex trading Mehnat krne k baad bhe loss ho jae to hum ko preshan nahen Hona chahye bal k himat se Kam Lena chahye sabr krna chahye or pehle se zeyada mehnat krni chahye emotional bilkul bhe nahen Hona chahye
                • #9 Collapse

                  Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                  hamy apne bad feelings ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum paias kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana ka be kam kari sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hmy loss ho ga forex aik internaitonal or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                    G han dear loss hony k bad humain forex ko galat nahi samajhe na chahye bhalk humain apni galti ko sahi krna chahye or hum apni quality ko bahtar krain jitna humare quality achi ho ge hum utni loss sy bhi Mahfouz hun gy
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                      hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik acha business han hum is mai part time be kam kri sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum is mai agar bager learnign ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex jasa koi or business nai hain dunay bar mai forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                        Aksar hamari galti ki vajah se hamen bahut jyada loss vajan hota hai jiski vajah se bazdafa Ham apne emotions ko control mein nahin rakh sakte a to aisa bilkul na Karen balak apni mistakes ko theek Karen aur again try Karen Taki dobara aapko loss Na Ho bolke accha profit Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                          dear friend Agar market Mein loss ho jata hai to Koi tension wali baat nahin hai forex market Mein loss Sab Ko hota hai proper plan bnao kar trading Karni chahie Agar thoda bahut loss Ho bhi jata hai to different trade Mein use recover kar lena chahie Jitna show Samay ka proper plan Banakar trading Karenge best rahenge
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                            Ji bilkul Hamen blouse ke bad Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie sometimes bahut hi emotional Ho Jaate Hain Aisa Hamen Nahin Hona chahie Jab Ham Jyada emotional Ho Jaate Hain To Is Tarah Se Ham galat Faisla Karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ke bad emotions ko control mai rakay

                              Dear Forex members Zindagi Mein Main Har Jeet To Har Insan ke sath hoti hai isliye Forex mein. Main Apne loss ke bad Apne motions ko Kabu Mein Rakhna chahie Har har ke bad Jeet bhi Jarur hoti hai. Koshish karen Kay Kis vajah Se aapko loss hua? UN Baton Se Dur Rahe aur Pahle Se Jyada mehnat Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X