Success is Impossible If we dont take care of Risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    Agar aap forex ke bary Ache information hasil karny main sacseed ho gaty hain to aap kam risk par be achy earning kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      yes app ne sahe kaha hai forex trading main hum ko money management ko proper good strategy bana kar working karna bohot zaroore hota hai so agar hum proper planing kai sath risk management bana kar trading karte hain tu hamare trade sahe way main hoge.
      • #918 Collapse

        ji han ye bat sahe hy kay ager app na yahan pa success ko pana hy to app na yahan pa risk management karni ho ge or sat he sat may app na apni money management ko be karna ho ga jab app risk or money management karo ge to tab he app yahan pa kamyab ho sakte ho or tab he app aik ache or expert trader bana jate ho yahan pa
        • #919 Collapse

          Aslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex forum members i main koi shak nahi kay agar trade ko serious le kr kia jaye to is se hum acha profit earn kr sktay hain hamin money managment se kam krna chahiye aur risk kam se kam lain...............
          • #920 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fani پيغام ديکھيے
            G haan bilkul.agar hum kamm risk main kaam karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is tarah hum is main kaam kr kay earn bhi kr sakty hain or seekh bhi sakty hain.greed ki waja sy loss he hoota hai.is liey money management boohat he important hai.
            yes i agree with you ager hum forex mien success hasil kerna chahty he tu hum ko hamesha risk ka khyal rakhna chahye or money management key rules ko follow kerna chayee ager hum money management key rules ko follow nahe karein ghay tu hum success hasil nahe ker skty.
            • #921 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: shabbir28 پيغام ديکھيے
              Aslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex forum members i main koi shak nahi kay agar trade ko serious le kr kia jaye to is se hum acha profit earn kr sktay hain hamin money managment se kam krna chahiye aur risk kam se kam lain...............
              yes i agree with you if we want to get success in forex trading business then we should be follow the rules of the money management. because it is too much important for save our account.if we do not follow the money management rules then we can not make money even we fail.
              • #922 Collapse

                ap forex bussniess mein tab tak kamyab nahi ho sakty hai jab tak kay ap risk na utha lein ku kay agy bharny kay liye risk uthana parta hai or kamyab hony kay liye risk ko pass karna zruri hota hai.
                • #923 Collapse

                  jee haan hum nay jab bhi profits ko baherhana ho tu hum ko chahiyea kay apni money management and risk management ko bohut acha ker lain takay hum zada say zada faida utha sakain apni trading skills ko improve ker kay
                  • #924 Collapse

                    G han forex trading ak risky business hy is main ap ko carefully se trading krni chahye or emotional ho k trading nahi krni chahye is se loss ho jata hy forex main money management se bhi trading krni chHYE.....
                    • #925 Collapse

                      han ji risk ka khayal or money management ka khayal jab tak aap nahi rakhte hain tab tak aap ke pas success nahi aa sakti hai is business me aap ko successful hone ke lye mehnat ke sath kam karne ki zarurat hoti hai warna kuch bhi kama nhi sakte aap .
                      • #926 Collapse

                        koi b kam hn us pr jitna mehnat zayda ki jay zayda hard work kia jay us sy otna acha result milta hai forex may b asy e hai ap jitna is busiess ko seekhny or samjhny pr mehnat kty hai or otny achy trader bny gy or otna acha result ap ko profit ki surat may mily gai. so work hard and enjoy huge profit and success.
                        • #927 Collapse

                          g bhai bilkul theek kaha apne ke forex mein hamari kamiyabi na mumkin hai agar hm isko theek se nahi seekhte aur is pe theek se work nahi karte,aur sb se barh kar hamene is mein money management aur risk management ko seekhna hoga taake hamen is mein kamiyabi mile aur ham apne losses ko manage kars aken.
                          • #928 Collapse

                            g ha ap ki ya bat 100% tak hai k hum forex trading ma money management karne k bager hum kamyab nai ho sakte hai hum risk vs rewod bi dakna chaye
                            • #929 Collapse

                              agar aap Forex trading main kaam kar rahay hain aur is main aap nay kotahi ki to aap iss trading say kamyabi ki umeed nah rakhain balkeh iss trading main loss ho skta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Jis trha humy har business main risky hota lakin forex bhot acha business hai yeh success full business hai forex main bhot big earning karny kay liye mixmum karna chaye lalch karny say humy loss ho sakta hai or learn karty rehna chaye hai forex main hum bhot acha earn kar sakty hai apny experinces or knwoldge say bhot profit hasil kar sakty hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X