Success is Impossible If we dont take care of Risk and money management.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Yes my dear you are right and i agree with you that k success is not possible if you are not care of risk and money management because forex trading ki is working main money planning bohat important thing ha because ya working boaht risky ha is main loss k chances zayada ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Risk factor tu buhat ziada hai forex mein mager meri apni thinking yeh hai k kabhi kabhi aapko live mein bara risk lena perta hai, Mager risk ko minimum rakhte huye trading kerni chaiye aur money management ka taluq bhi risk factor hi hota hai.
      • #468 Collapse

        g han forex aik risky business ha jis ma humy kam risk or apni money ko manage kr k hi trading krni perti ha is k beghar hum is ma loss hi uthty ha or kuch hamry hisy ma nhi ata ha
         
        • #469 Collapse

          Dear friend main ap ki baat se hundred percent agree hun. Forex trade ek aesi trade hai ho bohat zyada risky hone ke sath sath bohat zyada earning full bhi hai is lie is trade main kam hi risk per trade karen to behtar hai
          • #470 Collapse

            I think forex main risk factor tu bohat zaida hai q k ye bohat difficult business hai koi easy ni hai agar is main success hasil karna chahtay hain tuis k rules ko follow karna hoga or achi trading kar k hi success gain karna mumkin hai.
            • #471 Collapse

              yaar in option ka mujhe ilm nahi hai thanks hsaring this info with us main is ko smjhne ki pori koshish karonga.
              • #472 Collapse

                g han bilkul risk or proper managment kay baghair bussines imposible hai, koi busines b risk k bagher nh hoskta, apni mnzil tak punchny m bht mehnt r time lgta hai. risk say hmen aksr achi earning hoskti hai , risk bht zaruri h hr field m
                • #473 Collapse

                  yes i will agree with you ager hum forex pe kam risky nhai kary gay tu hum ko forex pe loss nhai ho ga mager mera bhai is pe risk lena bohat zarori hota hai is k beger hum trading me kamiyab nhai hoty hai
                   
                  • #474 Collapse

                    meray bhai ap ki bat bilkul theek hai ap ki itni detailed baton say new comers ko bht faida ho sakta hai or wo money managment jesay important topic ko nazar andaaz nahi kar saktay so keep sharing ur expereince with all of us
                       
                    • #475 Collapse

                      Yar risk lenay say insan ko kabi nae darna chaye yeh baat thek hai kay risk hai Forex main par aisa kon sa kaam hai jis main risk nae hai kisi maim kam kisi main zayada par hai to har aik kam main asi liye as say bagna nae chaye.
                      • #476 Collapse

                        assalamu alaikum jee han bhai aap ne bilkul theek bat ke hain new traders ko starting mein kam risk ka sath kaam karna chahyein greed mein ni aana chayein pehle market ko achi tarha analyze karna chahyein phr us k hisaab se money managemnt karni chahyein ta ka acha profit hasil kara ja sakein or acha trader ban ja sakein
                        • #477 Collapse

                          bhai jan g han bilkul agr hum kam risk mein kam karty hain to hum is main kam kar k achi earning lay sakty hein or is tarah hum is main kam kr k earn bhi kar sakty hen or seekh bhi sakty hen greed ki waja se loss hi hoota heis liye money management bhot hi important hai
                          • #478 Collapse

                            han g agr hum money management k sath trade nai kre ge tu loss hone k chances zyada hote hen is liye hume caculwtion k sathtrade krni chahye is se he hum achi strategirs et kr skte hen
                            • #479 Collapse

                              haan ye to he ke is tarha kamyaabi mumkin nahi he agar aap is per achi tarha risk lain o is ko baghore mutala karain or order place karte wakat lalach na karain or ehtiat se kaam lain ti kamyaabi easily aap ke hathoon me aa sakti he yaar ye easy baat he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                Jee bilkul theek kaha bhai apbe men ap ki is baat se bilkul sehmat hun ke jab tak theek trhan money management nahe hoga ya ham risk ko sahi trhan use nahe kerenge to hamen hamesha loss hoga sab se zyada hmen risk ka khayal rakhna chahye hamen is per control kerna ana chahye ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X