Success is Impossible If we dont take care of Risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    dear forex main hamin is waqt tak kam nahi saktay hain jis time tak ham money managemet nahi kertay hain or is main profit kama saktay hain forex main nehat asani se ham passay kama saktay hnain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      risk apko is tarahs ay hi lena hai kayh jaisay ap boaht hi achi tarah say confrim ho kay tardong ko kar rahay hotay hai apki boaht hi bari palninbg hi apko is buisness mei apko bohat hi kuch de sakti hai aur ap is market pe earna kar sakaty hai
      • #1038 Collapse

        Forex ma trading k doran aik bat ka aap na khial rakhna ha ..aik to money management aur dusra ap ne risk to reward ratio ka khial rakhna ha aur koshis karna ha ki risk kam as kam ho...
        • #1039 Collapse

          Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur agar hum forex trading men risk aur money management ka kheyal naheen rakhen gay to humen kachi bhi success hasil naheen ho sakti
          • #1040 Collapse

            dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun hamen forex trading mein apni investment ke hisaab se volume rakhna chahye iss hamara risk kam ho jaata hai.
            • #1041 Collapse

              agr aap forex mai risk nhi logay aap forex mai apni money ko manage nhi kro gay to forex mai success impossible hojayegi agr aap forex mai success hasil krna chahtay ho to aap ko Forex mai risk lena hoga.
              • #1042 Collapse

                bhai jan men ap ki bat samajh gya hna p ny ye kha hy ky agr risk or money management ki care na kren to success possible nahi hy g han bhai jan men ap ki bat sy agree krta h risk management or money management important role play krty hen in ko plan kiy bagher ap forex men kabhi win nahi kr sakty hen
                • #1043 Collapse

                  G han bilkul.forex trading main sirf or sirf earning ka soch kar chalny waly loog kamyaab nahin ho paaty.agar aap planning or money management pay strictly zoor dain gay to phir he aap iss business ko poori tarah say samj sakty hain.
                  • #1044 Collapse

                    g hai ye pakki bat mujhay boaht hi achi lagi hai kay jub tak ap tarding me mehnat hi nai karay gay tu ap is buisness mei ksi tarah say kamiyab ho sktay hai apko pehlay apni mehnat ko lana hai
                    • #1045 Collapse

                      forex main kaam kartay howay risk na lay es main 100 % mind se trading karay aur es main greedy na karay aap k liye hoga es main hemsha mind se trading karay thankful for question
                      • #1046 Collapse

                        forex ki trading business mein success us wakat tak possible ni ho sakti jab tak hum khud hardwork ni karein gay aur risk kam say kam ni lein gay aur apni money management set ni karein gay.
                        • #1047 Collapse

                          Yes it is correct. agar forex traders market main careless ho kar trading karte hain or risk and management par gor nai karte to wo forex main kamyab nai ho pate. is liye forex traders ko risk and money management ko zaror dekhna chahiye.
                          • #1048 Collapse

                            g sahi baat hai k ager ham ne success hasil kerni hai to hamy loss se sabak seekhna chayea or us se knowledge hasil kerna chayea or us knowledge k experience se kaamm lena chayea tabhi faida hoga
                            • #1049 Collapse

                              assalamu alaikum dear agar koee ye suchta hai ke ham forex trading me rato rat amree ho saktee hai to os ko forex trading chor dene chahiye forex trading me kamiyab ka koee short is leye ham ko is par hard work kar ke hi is business me kamiyab ho saktee hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                indeed its true forex is a good buisness indeed but you must manage your trades because without proper management you can have a big loss in your trades so its better that first you learn and then you earn okay enjoy your trades

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X