Success is Impossible If we dont take care of Risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Money management aur risk management ko seekhe bager forex trading karna high risky he jo na sirf ap ko heavy loss bhi de sakta he bal ke is ap ka capital bhi risk me aa sakta he aur ap ka account bhi finish ho sakta he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      jee janaab , apki ye advice bohat drust or useful hai kay koi bhi shaks forex trading business main successful nahi ho sakta agar wo money management na kary or loss kay risk ka dihaan na rakhay . isliye mere khayal main hamain forex business main in dono ka khayal rakhan chahiye .
      • #408 Collapse

        with the help of risk and money management that trader can easily understand that which volume and leverage is suitable for our trading according to capital and we can easily understand and take decision that when we need to deposit and withdrawal amount.Many new trader don't know about it and they never try to learn it and that's why they don't know about suitable volume and leverage.agar hum kamm risk main kaam karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is tarah hum is main kaam kr kay earn bhi kr sakty hain or seekh bhi sakty hain.
        • #409 Collapse

          agar hum kam risik pe krty hai to bhiot kuch kama skty hai or agar hum greed kariy gy to loss kar baithy gy smjhdari ka sth risik launa chy
          • #410 Collapse

            hum sabhi successful hoona to chahty hain lekin jab bhi aap greed karo gay to aap kay dreams pay pani phir jaye ga.aap ko learn karna ho ga or proper money management say kaam karna ho ga.iss tarah earn kar sako gay.
             
            • #411 Collapse

              Yes agar hum money management and risk management nahi karty then is se hamain bara loss ho sakta hai, so to get success in the forex trading we should do the money management and risk management and also do time management.
              • #412 Collapse

                jis tarhan hamen ahr 1 business ma risk lena aprta ha is liay forex b buhat hi aisa business ha jis ma hamen risk b lena parta ha success k liay but is mein risk hota hai to soch samajh ke risk lein warna nuqsan bhi hojata hai dost.
                • #413 Collapse

                  jis tarhan hamen ahr 1 business ma risk lena aprta ha is liay forex b buhat hi a6a business ha jis ma hamen risk b lena parta ha success k liay or is ma buhat zyada risk ni hota hs is ma hamen buhat a6a kam akrnay ko milta ha
                  • #414 Collapse

                    dear jahan ek taraf risk tarder ko pereshan ker deta hai wahan is ka faida bhe yehi hai k yeh trader ko moeny mangemnt kerny k liye majboor ker deta hai is liye mujhy trading mein risk leena bht pasand hain kyunki is ki bina per hum technical analysis seekh lety hain
                    • #415 Collapse

                      there are so many forex tips for the trader i am fully agree with your trading tips for the trader in this business if we can not take care about our trading in the forex market we could not able to make profit from this business
                      • #416 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fani پيغام ديکھيے
                        G haan bilkul.agar hum kamm risk main kaam karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is tarah hum is main kaam kr kay earn bhi kr sakty hain or seekh bhi sakty hain.greed ki waja sy loss he hoota hai.is liey money management boohat he important hai.
                        Jee haan bhai me ap ki baat se agree karta hon hum forex me loss hi risk ki waja se karte hain agar hum is kaam me apne risk ko kam kar ke trading karen to hum is se achi earning kar sakte hain.....
                        • #417 Collapse

                          g han app ne bilkul thek kaha ha aur main kahna chahun gi k haman sab sy risk management karni chahiye aur money management karni chaiye aur phir kam karna chahye to phir ham kamyab ho sakte hen is buisness main is liye in dono ko samny rakhna bohat zyada zarori hai kiu k phir he ak behtreen trading ki ja sakti hai
                          • #418 Collapse

                            jee bilkul jo loss risk le kar kam karte hain aur sochte nahi ke market kis taraf ja rahi hai woh success nahi ho sakhte.
                            • #419 Collapse

                              mery bhai men ap ki bat samajh gaya hoon ap ye keh rahy hen ky forex trading business men risk or money management ko carefully dekhy bagher kamyabi hasil nahi ki ja sakti ap bilkul theek kehra hy hen forex trading business men kamyabi hasil karny ky liy risk or money ko manage karna boht zarori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Risk factor tu buhat ziada hai forex mein mager meri apni thinking yeh hai k kabhi kabhi aapko live mein bara risk lena perta hai, Mager risk ko minimum rakhte huye trading kerni chaiye aur money management ka taluq bhi risk factor hi hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X