Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

    AAP Sab Ko Hamesha mehnat Karte Rahana chahie Kyunki aapki mehnat Kabhi Jaya Nahin Hoti Hai aapko aapki mehnat ka fal Jarur Milta hai isliye aapko daily basis per working Karte Rahana chahie aur Kabhi Har Nahin manani chahie Forex Mein Dil lagakar working Karte Rahana chahie aur kamyabi Hasil Karke dikhana chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

      Bilkul mehnat kabhi bataya nahin hoti jo bhi kam karta hai usko uska Sila Milta hai aur ham jo bhi mehnat karenge Ham usmein Kamyab honge aisa nahin ho, sakta ki aap mehnat karo aur uska result Na Mile aap apna kam. Jari rakho aap ladne karo. Aap apne aap ko improve karo apne knowledge ko improve karo money management ko sikho emotional discipline kuchh sikho aur isko follow karo fir aapko Achcha result milega.
      • #18 Collapse

        Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

        g Jan ap ki bat theq hy k mhnat hamri kbhi Bhi xya nain hoti ham ko preshan hony ki zarort main hy is ly ham ko chy k ham mhnat krsin

        mhnat main azsmat hoti hy Jo log mhnat krty Hain ap main dekha ho ga wo kmyab Bhi ho jty Hain or bhot achi life main Hain

        Jo log zindgi main kmyab hkwy sab logon nain mhnat su Kam Kya hy or on ki mhnat to kbhi Bhi xya nain hoi hy is ly ham ko Bhi chy k ham Bhi kisi Bhi jga hon to ham mhnat krain

        mhnat main kmyabi hy or azamt Bhi hay ham ko Bhi chyis ko na chorin to bhtr ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

          Pyari baat kahi aapane Mera kabhi jaaye nahin jaati main se kam karen to jyada se jyada aap Kama sakenge,
          • #20 Collapse

            Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

            Ji han mehnat Kabhi best Nahin Hoti acchi mehnat Karenge to Achcha profit Hasil kar Sakenge Forex trading business bahut Achcha aur profitable business hai is business Mein Hamen mehnat Karni chahie jitni Ham mehnat Karenge utna Ham is business Mein profit Hasil kar Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

              g han bhai apki bt blkl thk ha hme cheyae kae hm dill lga kr kam krae or dill lga kr mhnt krae isi trah hm forex pr kamyab ho skty han forex ek asa bussiness ha jha pr why kamyab ha jo axe tah forex pr mhnt kr kae kam kr rha ah apko cheyae kae ap axe trah forex pr mhnt kr kae kam kro or axe trah forex pr market ko smj kr kam kro tu ap hmesha kamyab rho gy q kae forex pr apki mhnt kabi b zya ni hoty ha or apko hmesha apni mhnt ka sela mlta h apako cheyae kae ap axe trah market ko smj kr kam kro or axe tah forex ko time do
              • #22 Collapse

                Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                G bhai ap ne achi bat share ki hy mehnat krny ki mehnat kabi waste ni hoti es liye humain kafi hard work k sath work krna chaye tb he ja kr humain success mily ge humain kafi mehnat aur dil laga kr work krna chaye tb he ja kr hum os m successful ho jain ge....
                • #23 Collapse

                  Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                  ji han dear hamari mehnat kabhi zaya Nahin jaati Hamen Dil laga kar hardworking Karte rahna chahiye kyun ke Jab Ham zyada Se zyada mehnat Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale Trader Hi Kamyab hote Hain forex Mein mehnat karne se apka bahut zyada fayda hota hai jo mehnat Karta Hai wohi Forex Mein Kamyab hota hai trading Mein Dil laga kar mehnat karne se kamyabi milti Hai Forex trading Mein mehnat karne se aapko kamyabi Milegi agar Ham mehnat Karenge to hum zarur Kamyab honge trading Mein hardworking karne se Hamen fayda hota hai Hamen knowledge Hasil karne se kamyabi milti hai hard working or Knowledge Hasil karne ke liye zyada mehnat Karni chahiye kyun ke Jab Ham mehnat Karenge to is se Hamen kamyabi milegi Forex mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote Hain Har trader ko Forex mein zyada Se zyada mehnat Karni chahiye aur learning Karni chahiye learning karne ke bad hi Ham Forex Mein Kamyab hote hain learning karne se bahut zyada fayda Hota Hai kamyabi ke liye mehnat aur learning karna bahut zaruri hota hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                    Assalamu Alaikum Forex member Forex online business hai Forex Nigam karne wala acchi knowledge ke sath Agar kam Karega Aur Dil Laga ke kam Karega To Kabhi Na Kam Nahin hoga Forex mein jyada Se Jyada mehnat Karne Wale log Achcha kam Aate Hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                      assalamu alaikum ji all member forex business bahut achcha business hai aapko is baat ka khyal rakhte hue mehnat karte rahana chahie ke kabhi bhi kisi insan ki mehnat Jaya nahin hoti isliye jitni jyada ho sake mehnat karte raho itni mehnat karo ki kamyabi ke aakar kadam chume isliye hamen chahie ki forex mein jitni ho sake jyada mehnat karni chahie Taki hamari jindagi achchi ho sake hamesha bonus mil sake aur hamari jindagi khushhal ho jaaye
                      • #26 Collapse

                        Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                        Dair ya Swair Mehnat rang zaroor laati hai is liye hamain poori diljami k saath apnay kaam ko karna chahiye or mehnat se dil nahin churana chahiye or forex main to mehnat ki or bhi zyada zarurat hoti hai mehnat se mushkil kaam bhi kiye jaa saktay hain agar mustaqil mizaaj se kiya jae ye mehnat hi hai jis ki waja se duniya main itni taraqqi nazar aa rahi hai jin qomo ne mehnat ko nahin apnaya wo duniya main peeche reh gayien or doosri qomo ki mohtaaj ho gaen
                        • #27 Collapse

                          Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                          yes dear jab bhi hum kese bhi kam mein mehnat karty hain to humy us kam mein kmayabe milte hy kun ky mehnat kabhi bhi waste nahi hote hy , ess liye humy chahiye ky hum agar forex mein kmayab hona chahty hian to humy forex ein mehnat karne chahiye to humy forex mein aik din zarroor he kmayabe mily ge dill lga kar humy mehnat karne chahiye to hum zaroor kmayab hon gy thanks
                          • #28 Collapse

                            Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                            Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k Forex mai trader hard working krta hai tou wo market mai success hasil krta hai. Asa bhe hiota hai hard working key bad bhe loss hotey hai. likan jo trader regular hard working krney key bad hum es business mai success hasil kr sakty hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                              G bhai mehnat kabhi waste nahi hoty mehnat ka phal zaroor milta ha mehnat Karne walo ko aik na aik din kamiyabi zaroor milty ha is liye hame mehnat karte rahna chahiye mehnat karna kabhi na chore agar ap mehnat karte raho ge to apko aik din kamiyabi zaroor mil jaye gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mhynat kbi waste ni hti ha is liy dil laga k mhynat karu

                                Dear friends is forex forum par aap jitna bhi mehnat karengay utna hi aap ko best result milaga to khub mehnat kare inshAllah ziada sy ziada earning karengay aap

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X